| Shayari Koi Aankho Aankho Se Baat Kar Leta Hai Koi Aanko Aankho Mein Mulakaat Kar Leta Hai Bada Mushkil Hota Hai Tab Zwaab Dena Jab Koi Khamosh Reh Kar Swaal Kar Leta Hai Aarzoo Hai Tumhe Dur Se Dekhne Ki, Kareeb Aana Nahi Chahti, Tamana Nahi Tumhe Pane Ki, Magar Khona bhi Nahi Chathi. Maana ke aap ki nazaron mai kuch nahin hain hum, magar Unse ja kar puchiye jin-hai hasil nahi hain hum! Chand se pyari chandni, Chandni se pyari raat Raat se pyari dosti ,Dosti se pyare app! Aaj ek hasee aur baant lo… Aaj ek dua aur maang lo… Aaj ek aansu aur pi lo… Aaj ek zindagi aur ji lo… Aaj ek sapna aur dekh lo… Kya pata…Kal Ho Naa Ho.. dil ki galion mein koi gham na ho hamari yeh dosti kabhi kam na ho bas yehi dua hai meri tum khush raho kya pata hum agar ....kal ho na ho kash dil ki aawaz mein itna asar ho jaye hum aapko yaad karen aur aapko khabar ho jaye aaj rab se yehi dua hai meri aap jise chahen woh aapka humsafar ho jaye aye baarish zara tham ke baras jab mera yaar aa jaye to jam ke baras pehle na baras ke woh aa na sake phir itna baras ke woh jaa na sake Wada to kar lete hai,Nibhana bhul jate hai... Laga kar aag seene mein,Buzana bhul jate hai... Bhulna to aadat ho gayi hai logon ki,Rulaate hai aur phir manana bhul jate hai.... Subah aayee, shaam aayee, Raatein bhi aati rahin Na tum aaye, na paigaam tumhara, Bas yaad tumhari satati rahi!!! Chand se pyar kerna ho to chandni se sikho pholoon se pyar kerna ho to bharoo se sikho Agher kisi ka intizar kerna ho to hum se sikho...... Kismat se apni sabko shikayat kyon hai? Jo na mila usise mohabbat kyon hai? Kitni Muskile hai rahon mein, Phir bhi dil ko usi ka intezaar kyon hai? ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ Ye Pyaar Nahi to Aur Kya der raat ko tera aana aake kuchh meethi baate kah jana phir sath mein khil-khilana mere dil ko lubhana yea pyaar nahi to aur kya.. bechain rahati hai baahe teri dhudhati hai mujhako nigahe teri yaado mein hervakt main hi rahati hoon tumse shararti baate kerti hoon tum hashte ho mushkuraato ho phir mujhmein hi kho jaate ho bolo yea pyaar nahi to aur kya.. ek din gar mulakaat na ho mujhase tumhari baat na ho uljhane badh jaati hain din to gujar nahi paat raat tham jaati hai bolo yea pyaar nahi to aur kya.. man ke gulshan mein titali bane tum firati ho her kali ke paas se gujarti huyi tum kitane baate kerte ho kaliya tumhe chhupana chahati hai per tum to meri talaash kertie ho tumhi bolo yea pyar nahi to aur kya.. |
![]() |