AKBAR KEE LASH TANHAA
Akbar kee lash tanhaa shabbir nay uthayee
jibrael dayrahay thay islam kee duhaee
senayai par barchee khakaar akbar tadaprahay thai
baba madad koh aoh barchee bohat satarahee
shabbir kharahay thay haar haar khadaam pay thokaar
ghabraa kay bintay zehra khaymohsay bahar ayee
shabbir nay nekalee barchee jawan pesar kee
kaimoh say bibi zainab denay lagee duhayee
kareyal jawan pisar kay senay say khoon neklaa
dil thamay anbeyaan bhe shabbir kee ada paar
tanha naa uthsakaygaa lashaa jawan pisar kaa
thairooh shara denay may arahee hoin bhai
hairath may hay yai duniya shabbir kay sabar par
khaimay may bintay zehra lashaa uthanay ayee
shaizadeeyon may kohraam akbar kaa lashaa dekhay
zainul aba yai dekho bhai kee lash ayee
shabbir kee zayeefee aur nohjawaan kaa lashaa
tanhaa naa uthsakaygaa akbar kaa lashaa bhai
joh chahay duniya sonchay shabbir kee aza paar
ahaylai azayai shabbir kay dil koh shadmanee
momeen kaa hay tasavur shabbir kee aza par
shabbir kaa khuda hay shabbir kee khudayee
ay rasheed yaad kar tu shabbir kee musebaat
magmoom e karbala kaa burhanuddin hay dai.
                                                            mamlukay syedna(t.u.s)
                                                               mu.hassanrasheed