Artist: | Abida Parveen |
Title: | Man Kunto Maula |
Album: | ? |
Genre: | Qawwali |
Poet/Lyrics: | Amir Khusrao |
Length: | 17:32 |
Comments: | Tu mujh mein hai aur mein tujh mein hoon... |
Intro Harmonium...
Pehle hum aap ki khidmat mein Hazrat Mohammad (SallAllahu-Alaihi-wa-Sallam)
ke Qoul say is majlis ki ibtida kartay hein
Huzoor Paak (SallAllahu-Alaihi-wa-Sallam) ke Qoul, unhoon ne farmaya
Mun kunto maulaho fahaaza Aliyyun maula
jiss ka mein maula hoon uska Ali maula hai... pesh kartay hein (Parveen Commentary)
Music...
Hoo ji Maula, Ho Maulaaa
jiss ne dekha mar he gaya, teri chashm-e-siyah mein hai jadu
ghair ka dhoka mujh ko na day, tujh mein mai aur mujh mein tu
aflaak se laayi jati hai, seenon mein chupai jati hai
tauheed ki mai sagar se nahi, aankhon se pilayi jati hai
Ahay, Mun Kunto Maula!
Ahay, Mun Kunto Maula!
Mun Kunto Maula, Fahaza Ali Maula
pohonch gaya hoon dar e yaar tak muqddar se
wagar na sub mere sajde idhar udhar hotay
Mun Kunto Maula! Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
tere dar ke faqeer hein hum loag, kya ameer o kabeer hein hum loag
dono aalam ki qaid se aazad, aik tere aseer hein hum loag
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
jiss ne dekha mar he gaya, teri chashm-e-siyah mein hai jadu
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
jiss ne dekha mar he gaya, teri chashm-e-siyah mein hai jadu
ghair ka dhoka mujh ko na day, tujh mein mai aur mujh mein tu
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
tere dar ke faqeer hein hum loag, kya ameer o kabeer hein hum loag
hum faqeeron se dosti ker lo, gur sikha dein ge baadshahi ke
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Saqi tujhe qasam hai janab-e-ameer ki
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Saqi tujhe qasam hai janab-e-ameer ki
behti phiray sharaab mein kashti faqeer ki
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
hum tum tana nana re tana nana re
tin tum tana nana re tana nana re
tana deem tanana nana re
ta deem ta deem tana nana re
re tana nana re tana nana re
ta deem ta deem ta deem...
re tana nana re tana nana re
tana nana tanana tana nana re
Hazrat Ameer Khusrao (rehmatullah alaih), uhnoon ne Arabi aur Farsi ke alfaazon
ko yakja ker ke yeh tarana banaya
iska maqsad hai, "Tu mujh mein hai aur mein tujh mein hoon"
re tana nana re tana na nana nana re
tana deem tana nana ta deem ta deem
tana nana nana tha kir dheen dheen
tana deem tanana nana
mun kuno maula...
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Dam Ali, Ali Ali Dam Ali
Ali Ali Dam Ali, Ali Ali Dam Ali
Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
Ali Maula Maula, Ali Maula Maula
back to nfak page: Click Here
pardon
the errors
Feel free to E-Mail Me for
anything
roOq Karachiite :)