Artist: Sabri Brothers
Album: Legends - Sabri Brothers (Ghulman Farid Sabri & Maqbool Ahmed Sabri) Vol. 04
Title: Khowaja Ki Deewani
Genre: Qawwali
Year: 1988
Length: 16:14
Lyrics: Sehrai Sambhri & Maqbool Sabri
Comments: Qawwali About Khuwaja Moinuddin With Tons Of Poetry.

Khowaja Ki Deewani
(Crazy For Khuwja)

Moiiinuddin... Moinnnn, Moiiiinuddin...
Moinuddin, Waliyeh-E-Shah-E-Iraq-O-Hijaz
Teri Janab Mein Mehmood Say Hazaroon Ayaz
Her Aik, Her Aik Samt Say Bus Aa Rahi Hai Yeh Aawaz (Kya)
Manam Ghareeb Dayar O Tu E Ghareeb Nawaz

Niyaaz-O-Naaz Ka (Ahaa), Niyaz-O-Naaz Ka Kitna Haseen Manzar Hai
Niyaz-O-Naaz Ka Kitna Haseen Manzar Hai
Idhar Ghareeb Kharay Hein, Idhar Ghareeb Nawaz (Wah)

Nayyar-E-Gunjish Shara-O-Arsh Ke Tare Khuwaja (Allah)
Haq-E-Mehboob Mohammad Ke Dulhare Khuwaja
Daikh Le Aik Nazar Khuwaja-E-Usman Ke Liyeh
Hum Ne Barsoon Teri Choukhat Pe Guzare Khuwaja

Khuda Gawah Hai Ajmer Khud Nahi Chora (Ah)
Bichar Ke Aap Ke Dar Se Sukoon E Dil Na Mila Ya Ghareeb Nawaz (Allah)
Bichar Ke Aap Ke Dar Se Sukoon E Dil Na Mila Na Mia Na Mila Na Mila
Bichar Ke Aap Ke Dar Se Sukoon E Dil Na Mila
Khuda Gawah Hai Khuda Ka Rasool Ya Khuwaja

Saki Nagar Nagar Saki Dagar Dagar
Mein To Ishq Ki Aag Laga Ke Chali
Mora Khiash Gayo Mora Daish Gayo
Mein To Ishq Ki Aag Mei Pori Jali
Kalmei Ke Bhago? Tu Ke Mujh Say Mali
Tauba Bhi To Pori Hath Mili... (Wah)

Ya Roop Soop Dikha Ke Chali
Aur Khuwaja Ki Dhun Mei Ga Ke Chali
K Mei Deewani, Khuwaja Ki Deewani (Dhol Beats With Claps)
Mein To Deewani, Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani, Khuwaja Ki Deewani
Khuwaja Ki Deewani, Deewani Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani

Ey Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani, Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani, Khuwaja Ki Deewani
Mein To Khuwaja Ki Deewani
Mein To Khuwaja Ki Deewani
Khuwaja Ki Deewani
Mei To...
Mai To Khuwaja Ki...
Mei To... Ki Deewani(Tones Down)

Koi Kisi Ka Hai Koi Kisi Ka
Mein Deewani Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani (Allah)

Nafrat Ka Zehr Baaton Mei Tum Ghol Ke Dekho
Nafrat Ka Zehr Baaton Mei Tum Ghol Ke Dekho
Aa Jain Gay Khuwaja Mujhe Kuch Bol Ke Dekho (Wah)

Nafrat Ka Zehr Baaton Mei Tum Ghol Ke Dekho
Aa Jain Gay Khuwaja Mujhe Kuch Bol Ke Dekho
Yeh Meezan-E-Aqidat To Zara Tol Ke Dekho
Lillah Farishtoo Yeh Kafan Khol Ke Dekho

Mein Hoon Deewani, Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani
O Deewani Deewani Deewani Deewani Dewaaani
O Deewani Deewani Deewani Deewani Dewaaani
O Deewani Deewani Deewani Deewani Dewaaani

Mein Deewani, Mein Deewani, Mein Deewani Mein Deewani
Deewani Deewani Deewani Deewani Deewani Deewani Dewaaani
Deewani (Aa! Haaa) Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani Khuaja Ki Deewani

Yeh Sangsar (Samaat Farmai) Her Ko Pojay, Gur Ko Jagat Sarahay
Makkay Mein Koi Dhonday, Kaashi Mein Koi Chahay
Guyyan Mein Apne Pe Ke, Payyan Paru Na Kahay
Her Qo Milla Tera Deen E Ma Qibla Gahay
Mun Qibla Raast Ker Dum Bar Samt Kach Kulai (Wah)

Paap Dhul Jain Saray K Papan Hoon Mein
Bhaag Mere Jaga Do Abhagan Hoon Mein
Tu Hai Data Mera Aur Bhikaran Hoon Mein (Wah)

Mein To Kia Cheez Hoon Badhsah Tajwar
Teri Dargaah Ki Jaliaan Thaam Ker
Kehte Hein Khuwaja Ker Do Karam Ki Nazar
To Kia Hoa Keh Dia Mein Ne Itna Agar
K Mei Deewani(Roar), Khuwaja Ki Deewani

Mein To Deewani(Allah) Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani
Deewani Re Mei To Khuwaja Ki Deewani Deewani
Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani

Dar Pe Khuwaja K Bataoon Mujhe Kia Haath Aaya
Deen-O-Eeman Mile Aur Iml-E-Mehboob-E-Khuda
Daikha Gumbad Ke Tale Aik Hai Majma Sa Laga
Aik Jogan Hai, Khulay Baal Hein, Kurta Hai Phata
Mein Ne Pocha K Yahaan Majra Kia Hai Yeh Bata
Cheekh Ker Ronay Lagi Us Ne Zabaan Say Yeh Kaha
K Kitni Ajeeb Baat Hai (Kitni Ajeeb Baat Hai Oh Ho)

Kitni Ajeeb Baat Hai, Baat Bhi Kuch Ajeeb Hai
Kitni Ajeeb Baat Hai, Baat Bhi Kuch Ajeeb Hai
Jiss Ne Dia Hai Dard E Dil Wo He Mera Tabeeb Hai (Wah)

Dair-O-Haram Mein Imtiaz Shewa-E-Ehl-E-Dil Nahi
Wo Bhi Dar-E-Habeeb Hai Yeh Bhi Dar-E-Habeeb
To Na Gharaz, Na Gharaz Haram Ke Waqar Say
Na Sanam Kade Ki Bahaar Say
Hamein Kaam Hai Dar-E-Yaar Say
Dar-E-Yaar Phir Dar-E-Yaar Hai

Haram (Khan Sahib, Allama Simab Akbarabadi Sahib Farmate Hein) Aur Dair Ke Katbe, Woh Daikhe Jiss Ko Fursat Hai
Yahaan Hadd-E-Nazar Tak Sirf Unwaan-E-Mohabbat Hai
Parastaar-E-Mohabbat Ki Mohabbat He Shariyat Hai
Kisi Ko Yaad Ker Ke Aah Bharlena Ibadat Hai

Jahaan Wo Hai Wahaan Dil Hai, Jahaan Dil Hai Wahaan Sub Kuch
Magar Pehle Maqaame Phir Samajhne Ki Zarorat Hai
Tou Meri Deewangiiii Ho, Meri Deewangi Per, Aaa Yeh Hossh Walay Behas Farmaiye (Acha)
Meri Deewangi Per Yeh Hossh Walay Behas Farmaiye
Laikin Magar Pehle Inhein Deewana Bunne Ki Zarorat Hai

Meri Deewangi Per Yeh Hosh Walay Behas Farmaie
Magar Pehle Inhein Deewana Bun'ne Ki Zarorat Hai
Us K Bawajood Bhi Yeh Muslim, (Wah) Yeh Muslim
Muslim Yeh He Kehte Hein K Masjid Mein A
Hindu Yeh He Kehte Hein K Mandir Acha (Wah)
Sikhon Ka Yeh Dawa Hai K Gurdaar Acha
Aur Eesai Yeh Kehte Hein K Girja Mein Aa
Phir Kaba Kalisha Gurdaar-O-Ganga
In Sare Bakheron? Say Mujhay Matlab Kia

Mein To Deewani, (Roar) Aaaa Khuwaja Ki Deewani (Dhol Beats And Claps...)
Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani
Khuwaja Ki Deewani Deewani Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani

Nakeero Nakeero Nakeero Chairte Kiyoon Ho Yeh Kalega Cheer Ke Dekho
Mein Hoon Deewani(Oh Ho) Khuwaja Ki Deewani
Mein Hoon Deewani (Aaa) Khuwaja Ki Deewani
Mein To Deewani Khuwaja Ki Deewani

Ey Deewani Re Deewani Re (Aaha)
Hai Deewani Re Deewani Re Mein Deewani
Hai Re Deewani Re Mein Re Deewani Ree Deewani
Re Mei Deewani Re Mein Deewaani Re
Mein Deewani Re... Aaa

Mein Deewani Mein Deewani Mein Dewaani Mein Deewani
Re Deewani Re Deewani Ree Deewani... Aaa

Mein Deewani Re... Aaa
Deewaani... Aaa
Dee... Aaa

Deewani Re Dewaani Re Dewaani Re Deewani Re Deewani Re
Deewani Dewaani Re Deewani Re Deewani Deewani Deewani
Mein Hoon Deewani(Aaha) Khuwaja Ki Deewani... Aaa

Deewani Mein To Deewani.. Aaa
Ga Ma Re Ga.. Vocables Deewani Khuwaja Ki Deewani
Khuwaja Ki Deewani Mein To Khuwaja Ki Deewani
Mein To Khuwaja Ki Deewani Deewani Deewani Deewani.


back to nfak page: Click Here

pardon the errors
Feel free to E-Mail Me for anything
roOq Karachiite :)