Unki kuch rachnaye aap ke liye pesh hai.
1. POOCHTE HAI WO KI GALIGB KAUN HAI,
2. SITARE JO SAMJHTE HAI, GALATFAHMI HAI YE UNKI,
3. KARZ KI PITE THEY MAIN AUR SAMJHTE THEY KI HAI,
4. RANJ SE KHOONGAR HUWA INSA TO MIT ZATA HAI RANJ,
5. AB TO GHBRA KE YE KAHATE KI MAR JAYENGE RADIF      (ALIPH)  A
1.    KEHTE HO NA DENGE HUM DIL AGAR PADA PAYA |
2.    DIL MAIN JAUKE-WASLE YADE YAAR TAK BAKI NAHI |
3. EK EK KATRE KA MUJHE DENA PADA HISAB |
4. YE NA THI HUMARI KISMAT KI WASALE YAAR HOTA |
KOI BATO KI HUM BATAYEN KYA?
PHLAK PAR AAH PAHUNCHI HAI MERI CHINGARI HOKAR
RANG LAYEGI HAMARI FAKAMASTI EK DIN
MUSHKILE MUJH PER ITNI PANDI KE ASSIN HO GAIN
JO MAR KE BHI CHAIN NA PAYA TO KIDHER JAYENGE
****** ******** ******** ******
DIL KAHAN KE GUM KIJE, HUMNE MUDHUA PAYA ||
ISHQ SE TABIYAT NE JIST KA MAZA PAYA |
DARD KI GAWA PAI, DARDE-LADWA PAYA ||
SADGI- O PURKARI,BEKHUDI O HUSHIYARI |
HUSN KO TAGHAFUL MAIN JURRAT AAZMA PAYA ||
GUNCHAN FIR LAGA KILNE, AAJ HUMNE APNE DIL |
KHUN KIYA HUA DEKHA, GUMH KIYA HUWA PAYA ||
****** ******** ******** ******
AAG IS GHAR MAIN LAGI EASI KI JO THAT JAL JAYA ||
ARZ KIJE JAUHRE ANDESHAN KI GARMI KAHIN ? |
KUCH KHAYAL AYA THA WAHSHAT KA KI SEHRA JAL GAYA ||
DIL NAHI, TUJHKO DIKHTA WARNA DAAGON KI BAHAR |
IS CHIRAGH KA KARUN KAYA KAREFRMA JAL GAYA ||
MAIN HUN AUR AFSURDGI KI AARZU "GALIBH" KI DIL |
DEKHKAR TARJE TAPAKE AHLE DUNYA JAL GAYA ||
****** ******** ******** ******
KHUNE ZIGAR WADIYTE-MIZGANE-YAAR THA ||
GALIYON MAIN MERI LAASH KO KHENCHE PHIRE KI MAIN |
JAN DADHE-HAWA-E-SARE-RAHGUZAR THA ||
KAM JANTE THE HUM BHI GHME-ISHQ KO PAR AB |
DEKHA TO KAM WHOYE PE GHAME ROZGAR THA ||
****** ******** ******** ******
AGAR AUR JITE RAHTE YEHI INTZAR HOTA ||
TERE WADE PE JIYE HUM YE JAAN, ZHOOT JANA |
KI KHUSI SE MAR NA ZATE, JO ETBAAR HOTA ||
TERI NAZUKI SE JANA KI BANDHA THA AHAD BODA |
KABHI TU NA TOOD SAKTA AGAR USTWAAR HOTA ||
KOI MERE DIL SE PUUCHE TERE TEERE NEEMKASH KO |
YE KHALISH KAAIN SE HOTI JO JIGAR KE PAAR HOTA ||
YE KAHAIN KI DOSTI HAI KI BANE HAIN DOOST NASEEH |
KOI CHARSAAZ HOTA, KOI GHAMGUSAAR HOTA, ||
RAGE-SANG SE TAPAKTA WO LAHU KI PHIR NA THAMTA |
JISE GHAM SAMJH RAHE HO YE AGAR SHRAR HOTA ||
GHAM AGRCHE JAA-GUGSAL HAI, PE KAIN BACHE KI DIL HAI |
GHAME ISHQ GAR NA HOTA, GHAME ROOZGAR HOTA ||
KAHUN KISS-SE MAIN KI SHABE GHAM BURI BALA HAI |
MUJHE KAYA BURA THAT MARNA JO EK BAAR HOTA ||
HUWE MAR KE HUM JO RUSWA, HUE KYON NA GARKE DARIYA |
NA KABHI ZANAZA UTHTA NA KAHIN MAZZR HOTA ||
YE MASAILE-TASWOPH YE TERA BAYIN GALIBH |
TUJHE HUM WALI SAMJHTE JO NA BAADAH-KHWAR HOTA ||
****** ******** ******** ******
Search my Web site
Now something wonderful