Nath

Na kahise door hai manzile
nakoyi kharib ki baath hai
jise chahe usko nawazde
ye dare habeeb ki baath hai

Jise chaha darpe bulaliya
jise chaha apna banaliya
ye bade karam kehain faisale
ye bade naseeb ki baath hai

Wo bathakke raha me rehegayi
ye machal ke darse lipatgayi
wo kisi amirki shaan hai
ye kisi gharib ki bath hai

Mai buronse lakh bura sahin
magar unse hai mera wasta
meri laaj rakhle mere khuda
ye tere habeeb ki bath hai

Tuje ai munawware be nawaaz
dare sheike chayiye aur kiya
ja naseeb ho kabhi samna
to bade naseeb ki baath hai