Nath
Tere khadmonme aana mera kaam tah
meri khismat jagana tera kaam hai
meri ankhon ko hai deed ki arzoo
rukhse parda hutana tera kaam haiTeri choukat kahanwal kahanye jabeen
tere faizo karam ki had hi nahin
jinko duniyan me nakoyi apna kahe
usko apna banana tera kaam haiBara bachta hai sultane konain ka
sadqa maula ali sadqa hasnain ka
sadqa khwaja piya ghouse saqlain ka
hazri hogayi ye beene aam haiMere dilme teri yaad ka raaj hai
zahen mera tasavvur ka mohtaj hai
ek nigahe karam bi meri laaj hai
laaj meri nibhana tera kaam haiPesh har arzoo har tamanna karun
thamlo jaliyan iltijayen karo
mangne walon daman ko shouda karo
kambli wale ka faize karam aam hai