| Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh Deva | | Mata jaaki Parvati pita Mahadeva || |
| Ek dant dayawant char bhuja dhaari | | Mastak sindhur sohe mush ki savari || Jai...|| |
| Andhan ko aankh det kodhin ko kaya | | Banjhan ko putra det nirdhan ko maya || Jai...|| |
| Har chadhe phool chadhe aur chadhe mewa | | Ladduan ka bhog lage santan kare sewa || Jai...|| |
| Deenan ki laaj raakho Shambhu sutwari | | Kaamna ko purna karo jag balihari || Jai...|| |