GAZAL
NO 10
Gham e D
uniyA Gham e Jana nahi hota
Gham
e duniya gham e jana nahi hota
har
shaqsh deewana nahi hota
har ek ko arzoo e shama hoti hai
har ek magar parwana nahi hota
Pyaar
ki khaqeeqat zindagi si hai
Yeh
pyaar magar afsana nahi hota
Yeh kiya hua kay mujeh ko aaj kal
koi sewa aus kay gawara nahi hota
pyaar
jis mein hai woh hota hai ghar
nafrat
jis mein ho basi woh aasheyana nahi hota
Jo waqt hassien lamhoon kay sang guzaray
woh waqt kabhi purana nahi hota
Hum
woh raha say bhataktay musafir hain
jin
ka koi thikana nahi hota
judaii ka tasafvar jis mein nazar aaye
woh khuwab kabhi suhana nahi hota
zindagi
ko khonay kay kayee bahanay hain duniya
mein
maut
kay talnay ka koi bahana nahi hota
--------GHAM
E DUNIYA GHAM E JANA NAHI HOTA---
|