Back to Index
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{bhuul gaye kyuu.N deke sahaaraa}%
\film{Anokhi Ada}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Shamshad Begum, Mukesh}%
\music{Naushad Ali}%
\lyrics{Shakeel Badayuni}%
%
% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu)
% Transliterator:
% Date:
% Credits:
% Editor:
% Comments:
%
\printtitle
#indian
%
mu:
(bhuul gaye kyuu.N deke sahaaraa
luuTane vaale chain hamaaraa) \- 2
aao ke dil majabuur hai Gam se
ruuTh ga_ii taqadiir bhii hamase
Duub gayaa qismat kaa taraa
bhuul gaye kyuu.N deke sahaaraa
sha:
(TuuT gayaa dil dard kaa maaraa
haay ye kisane mujhako pukaaraa) \- 2
aaj huaa kyaa dil ko naa jaane
baiThe biThaaye dil kii sadaa ne
Thes lagaakar Gam ko ubhaaraa
haay ye kisane mujhako pukaaraa
mu:
chaaro.n taraf tuufaan hai bhaarii
dil ko lagii hai aas tumhaarii
naav bha.Nvar me.n duur kinaaraa
bhuul gaye kyuu.N deke sahaaraa
sha:
aake sataaye dard\-e\-jigar ne
ko_ii bataaaye kis kii nazar ne
chhiin liyaa dil karake ishaaraa
haay ye kisane mujhako pukaaraa
%
#endindian
\endsong
%
Back to Index