Back to Index
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{aaj kahaa.N jaake nazar Takaraa_ii}%
\film{Anokhi Ada}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Shamshad Begum}%
\music{Naushad Ali}%
\lyrics{Shakeel Badayuni}%
%
% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu)
% Transliterator:
% Date:
% Credits:
% Editor:
% Comments:
%
\printtitle
#indian
%
o~ aaj kahaa.N jaake \- 2
nazar Takaraa_ii \- 2
o~ soye hue man me.n \- 2
Kushii kii lahar aa_ii \- 2
o~
(dil me kyuu.N huu.Nk uThii huu.Nk uThii
naino.n me.n kaun aayaa kaun aayaa) \- 2
biite din yaad karo \- 2
kisane ye giit gaayaa giit gaayaa
baj uThii man me.n \- 2
madhur shahanaa_ii \- 2
aaj kahaa.N jaake nazar Takaraa_ii
kyuu.N mere bas me.n nahii.n, haay kyaa dil ko huaa \- 2
aa.Nkho.n kii nii.nd ga_ii \- 2
luT gayaa chain meraa chain meraa
jaise ko_ii bhuulii \- 2
kahaanii yaad aa_ii \- 2
aaj kahaa.N jaake nazar Takaraa_ii
%
#endindian
\endsong
%
Back to Index