Back to Index



% 
\startsong
\stitle{baaG me.n kalii khilii}% 
\film{Chand Aur Suraj}%
\year{1965}%
\starring{Dharmendra, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Tanuja}%
\singer{Asha}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%
% 
% Contributor: Nita Awatramani / Vandana Venkatesan
% Transliterator: Nita Awatramani
% Credits: Pritvhiraj Dasgupta
% Comments: Bengali version 'ja re ja amaar ashaar kuul bheshe ja'
%           by Sabita Choudhary
%
\printtitle
#indian
%

baaG me.n kalii khilii bagiyaa mahakii par haay re
abhii idhar bha.Nvaraa nahii.n aayaa
raah me.n nazar bichii bahakii\-bahakii aur bevajah
gha.Dii gha.Dii ye dil ghabaraayaa haay re
kyo.n na aayaa, kyo.n na aayaa, kyo.n na aayaa

baiThe hai.n ham to aramaa.N jagaaye
siine me.n laakho.n tuufaa.N chhupaaye
mat puuchh man ko kaise manaayaa
baaG me.n \threedots

sapane jo aaye ta.Dapaake jaaye
dil kii lagii ko dahakaake jaaye
mushkil se ham ne har din bitaayaa
baaG me.n \threedots

ik miiThii aganii me.n jalataa hai tan\-man
baat aur biga.Dii aayaa jo saavan
bachapan ga.Nvaake mai.n ne sab kuchh ga.Nvaayaa
baaG me.n \threedots
%
#endindian
\endsong
%


Back to Index