Back to Index



%
\startsong
\stitle{khaalii piili kaahe ko akkhaa din baiTh ke}%
\film{Tamasha}%
\year{1952}%
\starring{}%
\singer{Kishore}%
\music{Manna De}%
\lyrics{Bharat Vyas}%
%
% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits:
% Editor:
%
\printtitle
#indian
%

khaalii piili, khaalii piili
khaalii piili kaahe ko akhha din baiTh ke
bom maarataa hai   \threedots

##left..left..left..right..halt..##
saste uThake baath_ruum me.n to jaake snan kar
hamaam lux se raga.D raga.D badan ko saaf kar
khaTiyaa se chho.D raastaa taiyyaar teraa naashtaa
bhaabhii take hai raastaa
o aalasii he he o aalasii
kaahe ko kaahe ko kaahe ko himmat haarataa hai
bom maarataa hai   \threedots

naanaa ne kiyaa ghoTaalaa o ga.Daba.D jhaalaa
samajh nahii.n aalaa re
hoy! naanaa ne kiyaa gotaalaa o ga.Daba.D ga.Daba.D jhaalaa
samajh nahii.n aalaa re
phar.r phar.r
naanaajii ne baiThe baiThe apanii akal ghumaayii hai
naanaajii ne baiThe baiThe apanii akal ghumaayii
bacho bacho ji ye naar naveli
pa.Dhaane tumhe.n aayii hai
pa.Dhaane tumhe.n aayii hai
kaiT maane billii, raiT maane chuuhaa,
kaiT maane billii, raiT maane chuuhaa,
## l-o-v-e l-o-v-e l-o-v-e love ## maane pyaar
pyaar maane muhabbat
muhabbat maane hii hii hii he h h
mi mi mi n n n n n
are baap re baap! ab kyaa kare.n
jhuuThaa sachchaa pyaar jataao
ThaNDii ThaNDii aahe.n bharo
haay hu.N u.Nh
isake prem me.n paagal banakar
kabhii jiyo aur kabhii maro
maro maro

hoy hoy hoy
gar baat merii maan le to be.Daa teraa paar hai
nahii.n to bachchuu naa.Nv terii - gu.Duup - ma.Njhadhaar hai
yahii hai meraa faisalaa ab dekhe.n teaa hausalaa
o pahalavaan o pahalavaan
kaahe ko kaahe ko kaahe ko himmat haarataa hai
bom maarataa hai   \threedots

%
#endindian
\endsong
%



Back to Index