Back to Index



%
\startsong
\stitle{na ha.Nso ham pe zamaane ke hai.n Thukaraae hue}%
\film{Gateway of India}%
\year{}%
\starring{Madhubala, Bharat Bhushan}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%
%
% Contributor: Nita Awatramani
% Transliterator: Nita Awatramani
% Credits:
% Editor:
%
\printtitle
#indian
%

na ha.Nso ham pe zamaane ke hai.n Thukaraae hue
dar-ba-dar phirate hai.n taqadiir ke bahakaae hue
na ha.Nso ham pe \threedots

kyaa bataae.N tumhe.n kal ham bhii chaman vaale the
ye na puuchho ki hai viiraane me.n kyo.n aae hue
na ha.Nso ham pe \threedots

baat kal kii hai ki phuulo.n komasal dete the
aaj kaa.NTo.n ko bhii siine se hai.n lipaTaae hue
na ha.Nso ham pe \threedots

aisii gardish me.n na Daale kabhii qismat tum ko
aap ke saamane jis haal me.n hai.n aae hue
na ha.Nso ham pe \threedots

ek din phir vahii pahalii sii bahaare.n ho.ngii
is ummiid pe ham dil ko hai.n bahalaae hue
na ha.Nso ham pe \threedots

%
#endindian
\endsong
%


Back to Index