Back to Index
%
\startsong
\stitle{chho.D musaafir maayaa nagar}%
\film{Non-film}%
\starring{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{}%
\lyrics{}%
%
%Contributor: Prithviraj Dasgupta
%Date: 02/07/2000
%Transliterator:
%Editor:
%Credits:
%Comments: Availability: Piya milan ko jana - Hits
% of Pankaj Mullick (EMI CDF 132107)
%
\printitle
#indian
chho.D musaafir maayaa nagar
ab prem nagar ko jaanaa hai
is duniyaa ki safar ba.Dii hai
jiivan kaa na Thikaanaa hai
ab prem nagar ko jaanaa hai \threedots
(aalam saaraa jaa raha hai
teraa din bhii aa rahaa hai) \- 2
(prem kaa saudaa kar le musaafir
piichhe nahii.n pachhataanaa hai) \-2
prem nagar ko jaanaa hai \threedots
(putra potaa ko_ii na apanaa
ko_ii na apanaa ko_ii na apanaa) \-2
(maayaa rath kaa jhuuThaa sapanaa) \- 2
dekh musaafir kadam kadam par
jag kaa da.nD churaanaa hai
ab prem nagar ko jaanaa hai \threedots
#endindian
\endsong
%
Back to Index