Back to Index
%
\startsong
\stitle{dilavaale dil giir hu_aa} %
\film{Yatrik}%
\year{1952}%
\starring{Basanta Chowdhury, Arundhati Devi, Abhi Bhattacharya}%
\singer{Dhananjay Bhattacharya}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Pandit Bhushan}%
%
%Contributor: Prithviraj Dasgupta
%Date: 02/17/2000
%Transliterator:
%Editor:
%Comments: Devotional
%Credits
%
\printitle
#indian
o dilavaale dil_giir hu_aa
kyaa soch rahaa hai tuu
dilavaale dil_giir hu_aa
kyaa soch rahaa hai tuu, soch rahaa hai tuu
sukh aur duHkh ko samajh baraabar
dhiiraj, tuu dhiiraj dhar saadhu
kyo.N soch rahaa kyo.N soch rahaa
kyaa soch rahaa hai tuu \threedots
khoTii duniyaa bhale bure kii
kar na sake pahachaan
gyaan vaan par kiich uchhaale
(muurakh ko de maan) \- 2
tuu apamaan ko maan samajh kar
po.Nchh Daal aa.Nsuu
kyo.N soch rahaa kyo.N soch rahaa
kyaa soch rahaa hai tuu \threedots
ha.Nsii Kushii aur ronaa dhonaa
(jag ke jhuuThe khel) \- 2
tan man me jo basaa hai sabake
ba.Dhaa tuu usase mel
ba.Dhaake usase mel
(saadhu man par paa qaabuu) \- 2
kyo.N soch rahaa kyo.N soch rahaa
kyaa soch rahaa hai tuu
#endindian
\endsong
%
Back to Index