Back to Index



% 
\startsong
\stitle{vo chaa.Nd chamakaa vo nuur chhalakaa}%
\film{}%
\starring{}%
\singer{Lata, Mukesh}%
\music{}%
\lyrics{}%
% 
% Contributor: Neha K Desai 
% Transliterator: Nita
% Date: 8th October, 1999
% Credits: 
% Editor: 
% Comments: GEETanjali series
%
\printtitle
#indian
%

mukesh: 
vo chaa.Nd chamakaa vo nuur chhalakaa
lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai

lataa:
ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo
ke mere haatho.n se dil jaa rahaa hai

mukesh: 
vo chaa.Nd chamakaa vo nuur chhalakaa
lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai

lataa:
ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo
ke mere haatho.n se dil jaa rahaa hai

lataa:
(dha.Dakane.n tez sii ho ga_ii
aaj nazare.n kahii.n kho ga_ii ) \- 2

mukesh:
qadam qadam pe mastiyaa.N
nazar nazar me.n shoKiyaa.N
ye chaa.Ndanii me.n kaun chhup ke aa rahaa hai

lataa:
ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo
ke mere haatho.n se dil jaa rahaa hai

mukesh: 
vo chaa.Nd chamakaa vo nuur chhalakaa
lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai

mukesh: 
mauj ta.Dape ki saahil mile

lataa:
dil ye chaahe ko_ii dil mile

mukesh: 
mauj ta.Dape ki saahil mile

lataa:
dil ye chaahe ko_ii dil mile

mukesh:
hame.n terii hai aarazuu

lataa:
hame.n terii hai justajuu

dono.n:
gha.Dii gha.Dii ye dil tujhe bulaa rahaa hai
vo chaa.Nd chamakaa vo nuur chhalakaa
lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai
ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo
ke mere haatho.n se dil jaa rahaa hai

%
#endindian
\endsong
%



Back to Index