Back to Index



% 
\startsong
\stitle{ye meraa dil yaar kaa diivaanaa}%
\film{Don}%
\year{1977}% 
\starring{Amitabh Bachchan, Zeenat, Helen}%
\singer{Asha}%
\music{Kalyaniji Anandji}%
\lyrics{Indeewar}%
% 
% Contributor: Nita
% Transliterator: Nita
% Date: 15th April, 2000
% Credits: 
% Editor: 
% Comments: GEETanjali series
%
\printtitle
#indian
%

laa laa laa~

ye meraa dil yaar kaa diivaanaa
diivaanaa \- 2 pyaar kaa paravaanaa
aataa hai mujhako pyaar me.n jal jaanaa
mushkil hai pyaare teraa bach ke jaanaa
ye meraa dil yaar kaa diivaanaa \- 2

(dil vo chaahe jise chaahe jise use paaye
pyaar vo yaar ke jo naam pe hii miT jaaye) \- 2
jaan ke badale me.n jaan luu.N nazaraanaa
ye meraa dil yaar kaa diivaanaa \- 2

pal pal ik hal\-chal dil me.n ik tuufaa.N hai
aane ko hai vo ma.nzil jisakaa mujhe aramaa.N hai
bhuulegaa naa tujhe dil kaa ye Takaraanaa
ye meraa dil yaar kaa diivaanaa \- 2

%
#endindian
\endsong
%


Back to Index