Back to Index



% 
\startsong
\stitle{haay koii dekh legaa}%
\film{Ek Gaon Ki Kahani}%
\year{1957}% 
\starring{}%
\singer{Lata, Talat}%
\music{Salil Choudhury}%
\lyrics{Shailendra}%
% 
% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: Nita
% Date: 18th April, 2000
% Credits: 
% Editor: 
% Comments: GEETanjali series
%
\printtitle
#indian
%

o~ 
haay koii dekh legaa
tere sa.ng piyaa ghabaraaye moraa jiyaa re
haay koii dekh legaa
o~ koii kyaa dekh legaa
priit kii ye Dorii duniyaa se nahii.n chorii re
koii kyaa dekh legaa
mai.n to ye prem galii pahale pahal aaj chalii
tere sa.ng piyaa ghabaraaye moraa jiyaa re
haay koii dekh legaa

dil ye kahataa hai kii aa
ra.ng bhare sapano.n kii duniyaa sajaa le.n
laaj laage o rasiyaa
tuu mujhe baaho.n me.n apanii chhupaa le
pyaar karate hai.n zamaane kaa hame.n Dar kaisaa
tere sa.ng piyaa ghabaraaye moraa jiyaa re
haay koii dekh legaa

pardesii saajanaa jo.D tere 
jaduu bhare tere nainaa
aramaa.N bhare dil ko chhe.D gaye
ras ke bhare tere bainaa
jab se ulajhii ye nazar ulajhii mere dil kii Dagar
tere sa.ng piyaa ghabaraaye moraa jiyaa re
haay koii dekh legaa

%
#endindian
\endsong
%


Back to Index