Back to Index



% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{sach bataa tuu mujh pe fidaa}%
\film{Sone ki Chidiya}%
\starring{Talat, Nutan, Balraj Sahni}%
\singer{Asha, Talat}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Sahir}%
%
% Contributor: K Vijay Kumar (vijaykumark@hotmail.com)
% Transliterator: 
% Credits: 
% Editor: 
%
\printtitle
#indian
%
a : sach bataa tuu mujh pe fidaa, are, kyuu.N huaa aur kaise huaa
t : maar ga_ii terii baa.Nkii adaa yuu.N huaa aur aise huaa
a : sach bataa tu mujh pe fidaa

a : naazanii.n mai.n hii nahii.n hai.n yahaa.N laakho.n hasii.n
(mujhase hii tujhe pyaar kyuu.N huaa
dil pe nazaro.n kaa vaar kyuu.N huaa) \- 2
t : maar ga_ii terii baa.Nkii adaa

t : saa.Nvalii suurat terii, mohanii muurat terii
(terii dhun mujhe be-sabab nahii.n 
aur jalavo.n me ye Gazab nahii.n) \- 2
maar ga_ii terii baa.Nkii adaa

a : shukariyaa, ai meharabaa.N, mil gaye mujhe do jahaa.N
(besaharaa thi tum nahii.n mujhe
aaj duniyaa kaa Gam nahii.n mujhe)  \- 2
a : sach bataa tuu mujh pe fidaa, are, kyuu.N huaa aur kaise huaa
t : maar ga_ii terii baa.Nkii adaa yuu.N huaa aur aise huaa

%
#endindian
\endsong
%


Back to Index