Back to Index
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{dil ko lagaakar hamane}%
\film{Anokhi Ada}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Uma Devi}%
\music{Naushad Ali}%
\lyrics{Shakeel Badayuni}%
%
% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@duke.cs.duke.edu)
% Transliterator:
% Date:
% Credits:
% Editor:
% Comments:
%
\printtitle
#indian
%
(dil ko lagaake hamane, kuchh bhii naa paayaa
chain gavaayaa)\-2
Gam kaa fasaanaa kyaa sunaaye.n,
kah naa paaye.n
haa.N haa.N
Gam kaa\threedots paaye.n
ye bhii naa sochaa haay bhuul ke\-2
jis bevafaa ko apanaa banaayaa, hai vo paraayaa
dil ko lagaake \threedots gavaayaa
aa.Nkho.n se dil khaaye dhokhe chup roke\-2
o duniyaa basii naa haay pyaar kii\-2
kaise bitaaye, rog lagaayaa, jii ko jalaayaa
dil ko\threedots gavaayaa
de ke sahaaraa mujhako jhuuTaa, tumane luuTaa\-2
bhuulii kahaanii hai chhe.D dii\-2
teraaa fasaanaa yaad naa aayaa, ha.Nsake rulaayaa
dil ko \threedots gavaayaa
%
#endindian
\endsong
%
Back to Index