Back to Index



% ITRANS Song #
% 
\startsong
\stitle{jale naa kyuu.N paravaanaa}%
\film{Anokhi Ada}%
\starring{Surendra, Naseem Bano, Murad, Cuckoo}%
\singer{Surendra}%
\music{Naushad Ali}%
\lyrics{Anjum Pilbhiti}%
% 
% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu) 
% Transliterator:
% Date:
% Credits: 
% Editor: 
% Comments: 
%
\printtitle
#indian
%
(jale naa kyuu.N \- 2
jale naa kyuu.N paravaanaa \-2) \- 2
shamaa dikhaakar husn ke jalave \- 2
banaa ke jab diivaanaa
jale naa kyuu.N paravaanaa

(dil kii lagii kaa naam hai ulfat 
dil kii lagii kaa naam ulfat hai) \- 2
aur ulfat kaa hai ye matalab \- 2
(chupake chupake dhiire dhiire
ha.Ns ha.Ns ke jal jaanaa) \- 2
jale naa kyuu.N paravaanaa

jale naa kyuu.N \threedots

jalanaa hai to phir jal jaaye, ho
jalanaa hai to phir jal jaaye 
husn ke saa.Nche me.n Dhal jaaye \- 2
(ishq me.n dono.n ek hai ab to
jiinaa yaa mar jaanaa) \- 2
jale na kyuu.N paravaanaa
shamaa \threedots diivaanaa
jale na kyuu.N paravaanaa

%
#endindian
\endsong
%


Back to Index