Back to Index
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{na jhaTako zulf se paanii}%
\film{Shehnai}%
\starring{Biswajeet, Rajashree, Johnny Walker, Rehman}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%
%
% Contributor: K Vijay Kumar, Sanjeev Rambhadran
% Transliterator:
% Date:
% Credits:
% Editor:
% Comments:
%
\printtitle
#indian
%
naa jhaTako zulf se paanii ye motii TuuT jaaye.nge
tumhaaraa kuchh na biga.Degaa magar dil TuuT jaaye.nge
naa jhaTako sulf se paanii \threedots
ye naazuk lab hai.n yaa aapas me.n do lipaTii huI kaliyaa.N
zaraa inako alag kar do, tarannum phuuT jaaye.nge
naa jhaTako sulf se paanii \threedots
hamaarii jaan le legaa ye niichii aa.Nkh kaa jaduu
chalo achchhaa huaa mar kar jahaa.N se chhuuT jaaye.nge
naa jhaTako sulf se paanii \threedots
ye bhiigii raat ye bhiigaa badan ye husn kaa aalam
ye san a.ndaaz milakar do jahaa.N ko luuT jaaye.nge
%
#endindian
\endsong
%
Back to Index