Back to Index
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{jaag aur dekh zaraa aalam-e-viiraa.N meraa}%
\film{non-Film}%
\starring{}%
\singer{K L Saigal}%
\music{}%
\lyrics{}%
%
% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator:
%
\printtitle
#indian
%
jaag aur dekh zaraa aalam-e-viiraa.N meraa
subah ke bhes me.n nikalaa hai gariibaa.N meraa
band aa.Nkhe.n kiye yuu.N jaag rahaa huu.N shab-e-Gam
ki unhe.n aaye nazar Kvab-e-pareshaa.N meraa
muddato.n kuu-e-vafaa aaye ki but_khaano.n se
buu.Nd ban ban ke jalaa hai dil-e-sozaa.N meraa
tumhe.n kyo.n madd-e-nazar ab hai Karaabii kis kii
tum to kahate the ki ghar hai dil-e-i.nsaa.N meraa
pa.D ga_ii kis kii nigaahe.n mud_tabassam 'siimaab'
ho gayaa harf-e-halak daftar-e-inayaa.N meraa
%
#endindian
\endsong
%
Back to Index