Back to Index
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{aajaa ke dil tujh ko ro ro pukaare}%
\film{Firdaus}%
\starring{}%
\singer{Asha}%
\music{Robin Chatterjee}%
\lyrics{D. N. Madhok}%
%
% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Nita Awatramani
% Date: 08\Oct\99
% Credits: S. Kalra
% Editor:
% Comments:
%
\printtitle
#indian
%
aajaa ke dil tujh ko ro ro pukaare \- 2
aise mere din na guzare guzaare
saajan aajaa, aajaa, aajaa ho saajan aajaa
god me.n teraa pyaar hai khele \- 2
dil me.n aramaano.n ke mele \- 2
bhiige bhiige nainaa hamaare \- 2
phuuT rahe hai.n dard tumhaare
saajan aajaa, aajaa, aajaa ho saajan aajaa
des paraayaa log paraaye \- 2
kaun hai jo meraa Gam khaaye \- 2
rotii huu.N is dard ke maare \- 2
chhuuT gaye sab saath sahaare
saajan aajaa, aajaa, aajaa ho saajan aajaa
%
#endindian
\endsong
%
Back to Index