Farooq Ke Dulhare (Ganj-e-Shakar - Descendant Of Caliph Umar Farooq)
Aaa...
Qawwali Vocables...
Aise Ataein, Aisa Karam, Aisa Dar Nahi
Ya Baba Farid Zohd-Ul-Ambiya Aise Ataine Aisa Karam Aisa Dar Nahi
Aise Ataein Aisa Karam Aisa Dar Nahi
Aray Tum Sa Jahaan Mein Koi Bhi Ganj E Shakar Nahi
Farooq Ke Dulhare Khuwaja Qutub Ke Pyaare
Farooq Ke, Hazrat Farooq Ke Dulhare, Hazrat Umar Farooq Ke Dulhare
Woh Umar (Raziallah Tala Unh) Jiss Ke Liyeh Aap Nabi Ne Yeh Kaha
Jo Mere Baad Nabi Hota To Umar Hota
Farooq Ke, Hazrat Umar E Farooq Ke Dulhare Khuwaja Qutub Ke Pyaare
Dukhiyoon Ke Tum Ho Sahare
Ganj E Shakar Mahraja Sohne Baba
Ganj E Shakar Mahraja Sohne Baba Ganj-E-Shakar
Aise Ataein Aisa Karam Aisa Dar Nahi
Tumsa Jahan Mein Koi Bhi Ganj E Shakar Nahi
Sohne Baba Ganj-E-Shakar Mahraja
Aaa (Chants...) Koi Ho Peer Kisi Ka Koi Mureed Rahay
Mere Naseeb Mein Sang-E-Dar-E-Fareed Rahay
Sohne Baba Ganj-E-Shakar Mahraja
Haq To Yeh Hai Ke Mujh Ko Nawaza Nazar Say Hai
Meri Muraad Khuwaja-E-Ganj-E-Shakar Say Hai
Sohne Baba Ganj-E-Shakar Mahraja
Kalyar Ho, Ya Baghdad Ho, Ya Ho Dar-E-Nizaam
Her Dar Peh Lay Gayi Mujhe Qismat Fareed Ki
Sohne Baba Ganj-E-Shakar Mahraja
Ooo (Chants...) Aayi Hoon Baba Tumre Dware
Sabir Ka Sadqa Day Do Sadqe Tumhare
Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
Sabir Ka Sadqa Day Do, O Sabir Ka Sadqa Day Do
Sabir Ka Sadqa Day Do, De Do Sabir Ka Sadqa Day Do
Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
De Do Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
Aaa (Chants...) Pesh Karne Tere Kochay Mein Salaam Aaye Hein
Tere Darbaar Mein Sabir Ke Ghulaam Aaye Hein
Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do...
Bari Dair Bhayee Howi Baba Ganj-E-Shakar
Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
Zarra Nawazi Tum Say Hai, Ay Aftab-E-Chishtiya (Chants...)
Mun Ad Zaganay Ko-E Do Makhdoom Sabir Kalyari
Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
O Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
Da Ne Da Ne Sa Pa ... (Qawwali Vocables)
Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
Aaa... (Chants)
Oo Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
De Do Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
Kuch Loag Nigahoon Say Wo Dar Choom Rahay Hein
Ub Choomne Walon Ki Nazar Choom Rahay Hein
Sabir Ka Sadqa Day Do, Sabir Ka Sadqa Day Do
Aaa (Chants) Fariduddin Zohd-Ul-Ambiya Tumhare Sang-E-Dar
Khaak Mal Ker Apne Mathay Per
Marammat Ker Raha Hoon Aaj Kal Uhd-E-Muqaddar Ki
Aayi Hoon Baba Tumre Duware, Sabir Ka Sadqa Day Do Sadqe Tumhare
Ker Do Karam, Rakh Lo Bharam
Yeh Dukhya Tumhe Ko Pukaray Ganj-E-Shakar Mahraaj
back to nfak page: Click Here
pardon
the errors
Feel free to E-Mail Me for anything
roOq Karachiite :)