Haider-E-Um Qalandaram Mastam
Banda-E-Murtaza Ali Hastam
Peshwa-E-Tamaan Rindanam
K Sagay Koh-E-Shair-E-Yazdanam
Kabhi Deewar Hilti Hai, Kabhi Dar Kaanp Jaata Hai
Ali Ka Naam Sun Kar Ub Bhi Khyber Kaanp Jaata Hai
Shah-E-Mardaan-E-Ali, Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali
Jabl E Jabl E Ray Manwa
Yeh He Naam Sacha Hai Pyaare
Yeh He Naam Tere Sub Dukh Tare
Isi Naam Ki Barkat Ne Diyeh Raaz Haqeeqat K Khoul
Tu Bhi To Ali Ali Maula Ali
Shah-E-Mardaan-E-Ali, La Fataa Illaa Ali
Shair-EYazdaan-E-Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Maula Ali Ali, Maula Ali Ali, Maula Ali Ali
Haq! Haq! Haq!
Tan Par Ali Ali Ho, Zabaan Par Ali Ali
Mar Jayoon To Kafan Pe Bhi Likhna Ali Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Baghair Hubb-E-Ali Muddaha Nahi Milta
Ibadaton Ka Bhi Hargiz Sila Nahi Milta
Khuda K Bandon Suno Ghaur Se Khuda Ki Qasam
Jise Ali Nahi Milte Khuda Nahin Milta
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Basad Talaash Na Ub Wusat-E-Nazar Say Mila
Nishaan-E-Manzil-E-Maqsood Raah Per Say Mila
Ali Milay To Milay Khana-E-Khuda Say Hamein
Khuda Ko Dhonda To Woh Bhi Ali K Ghar Say Mila
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Deedh Haidar Ki Ibaadat Hai Yeh Farmaan-E-Nabi
Hai Ali Rooh-E-Nabi Jism-E-Nabi Jaan-E-Nabi
Gul-E Tatheer Ali, Haq Ki Shamsheer Ali
Peeron Ke Pir Ali Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Maula Ali Maula Ali Maula Ali Maula
Maula Ali Maula Ali Maula Ali Maula
Haq! Haq! Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Dast-E-Ilah Kiyoon Na Ho Shair-E-Khuda Ali
Maqsood Her Ata Shah-E-La Fata Ali
Jiss Tarah Hai Ek Zaat-E-Mohammad Bemisaal
Paida Hoa Na Ho Ga Koi Dosra Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali...
Aaj Rung Hai Ree Ma Rung Hai Ree (Changes To Another Amir Khusru's Poem From
Here full lyrics here)
Mairay Khuwaja K Ghar Rung Hai Ree
Sajn Milaavra Moray Aangan Mein
Aaj Rung Hai Ree Ma Rung Hai Ree
Moray Peer Payo Nizaam Uddin Auliyah
Sabir Ala Uddin Auliya Mohay Peer Payo
Baba Farid Uddin Auliyah Mohay Peer Payo
Khuwaja Qutub Uddin Auliyah Mohay Peer Payo
Khuwaja Moin Uddin Auliyah Mohay Peer Payo
Meera Mohae Uddin Auliyah Mohay Peer Payo
Data Gunj Baksh Auliyah Mohay Peer Payo
Nizaam Uddin Auliyah Ala Uddin Auliyah
Mein To Jab Daikhoon Moray Sung Hai Ree Ma Rung Hai Ree
Dais Badais Mein Dhoond Phiri Hoon
Mohay Tora Rung Mun Bhayo Moin Uddin
Aiso Rung Aur Na He Daikhon Kaheen Bhi
Ahay Nizaam Uddin Auliyah Jug Uchiyaro Jagat Uchiyaro
Mein To Joh Mangay Sung Hai Ree Ma Rung Hai Ree Ma
Aaj Rung Hai Ree Ma Rung Hai Ree
back to nfak page: Click Here
pardon the errors
Feel free to E-Mail Me for anything
roOq Karachiite :)