Artist: Nusrat Fateh Ali Khan
Title: Kab Yaad Mein
Tera Saath Nahi
Album: Yadon Ke Sayeay
Poet/Lyrics: Faiz Ahmad Faiz
Length:
Genre: Ghazal
Kab Yaad
Mein Tera Saath Nahi
kab yaad mein tera saath nahi,
kab haath mein tera haath
nahi |
sud shukar k apni
raaton mein, ub hijr
[clickme]
ki koi
raat nahi |
kab yaad mein tera saath nahi,
kab haath mein tera haath
nahi |
|
mushkil hein agar halaat
wahaan, dil baich aan'ain jaan de'aain |
dil walo kocha-e-jaannaan,
kia aisay bhi halat nahi |
kab yaad mein tera saath nahi,
kab haath mein tera haath
nahi |
|
jiss dhajh
[clickme]
say koi
maqtal
[clickme]
mein |
yeah
jaan to aani janii hai, is jaan ki to koi
baat nahi |
kab yaad mein tera saath nahi,
kab haath mein tera haath
nahi |
|
medaan-e-wafa darbaar nahi,
yaan naam-o-nasab
[clickme]
ki pooch kahan |
aashiq to kisi ka naam
nahi, kuch ishq kisi ki
zaat nahi |
kab yaad mein tera saath nahi,
kab haath mein tera haath
nahi |
|
yeah
baazi ishq ki baazi hai,
jo chahay laga do dar kaisa |
gar
jeet gaye to kia kehna, haaray
bhi to baazi maat
[clickme]
nahi |
kab yaad mein tera saath nahi,
kab haath mein tera haath
nahi |
|
mushkil hein agar halaat
wahaan, dil baich aan'ain jaan de'aain |
dil walo koocha-e-jannaan,
kia aisay bhi halaat nahi |
kab yaad mein tera saath nahi,
kab haath mein tera haath
nahi |
|
kab yaad mein tera saath nahi,
kab haath mein tera haath
nahi |
sud shukar k apni
raaton mein, ub hijr ki
koi raat nahi |
kab yaad mein tera saath nahi,
kab haath mein tera haath
nahi |
Hijr = Separation
Dhaj = appearance, shape, form
maqtal = place of execution
maat = defeat
[MSOffice1]Hijr = Separation
[MSOffice2]Dhaj = appearance, shape, form
[MSOffice3]Maqtal = place of execution
[MSOffice4]Nasb = family
[MSOffice5]Maat = defeat