Petay Petay
parha aaj saya e gesu jag ke saathi ne
yeh keh ke rakh dia sagar ke hai sharab mein saanp
huwa ik haseen hadsa peetay peetay
huwa ik haseen hadsa peetay peetay
Aaa
huwa ik haseen hadsa peetay peetay
huwa ik haseen hadsa peetay peetay
huwa ik haseen hadsa peetay peetay
galay aa mila bewafa peetay peetay
Aaa
mein pee raha tha jiss ka gham bhulane ko
galay aa mila bewafa peetay peetay
yeh kya aaj saqi ne mujh ko pilaya
yeh kya tu ne tu ne mujh ko pilaya
eeman to gaya magar lutf aa gaya
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
Aaa
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
nasha utarta nahi bekhudi ke naaray ka
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
Aaa
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
saqi teri ho khair, tere maikade ki khair
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
Ga ra sa pa ma ra...
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
Aaa
ub na sheeshay ki zarorat hai na pai'maanay ki
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
Aaa
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
giraya haath se sheesha surahi toor di mein ne
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
Sa sa pa ma ga. ga ma ga, ga ma ga... (Raga)
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
hosh itna hai ke pohcha hoon mein maikhane tak
kya kahoon agay ka, agay ka mujhe hosh nahi
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
yeh kya kya tu ne mujh ko pilaya
yeh kya aaj saqi ne mujh ko pilaaya
nazar aa gaya hai khuda petay petay
meri siskiyaan na rukein uske aanso
wo hone laga jab juda peetay peetay
Aaa
wo hasrat se takta raha meri jaanib
mein keh na saka alwida petay petay
yeh judai kitni ajeeb hai
mein keh na saka alwida petay petay
Aaa
aseer aaj daikho qubool ho gayi hai
jo mangi thi hum ne dua petay petay
huwa ik haseen haadsa petey petey
huwa ik haseen haadsa petey petey...
WOMAD 2005 live performance:
Link to Listen
Concert Pictures: Link
back to nfak page: Click
Here
pardon the errors
Feel free to E-Mail Me for
anything
roOq Karachiite :)