Artist: Nusrat Fateh Ali Khan
Album: Shaam Savere Vol 19
Title: Saboo Ko Daur Mein Lao
Genre: Geets & Ghazals
Year: 1995
Lenght: 6:39

Saboo Ko Daur Mein Lao
(...)

saboo ko daur mein lao bahar ke din hein

hamein sharab pilao bahar ke din hein, sabo ko daur mein lao

yeh kaam ain ibadat hai mousam e gul mein
hamein gale se lagao bahar ke din hein
hamein sharab pilao bahar ke din hein, sabo ko daur mein lao

yeh ehtiat o takalluf bhi theek hein mana
magar yeh bhol na jao bahar ke din hein
hamein sharab pilao bahar ke din hein, sabo ko daur mein lao

junoon ka hukm suno aur amal karo us per
khirad ko aag lagao bahar ke din hein
hamein sharab pilao bahar ke din hein, sabo ko daur mein lao

thehr thehr ke na barso umand paro yakdam
sitam-zaref ghatao bahar ke din hein
hamein sharab pilao bahar ke din hein, sabo ko daur mein lao

shikast e tauba ka kab aisa aaye ga mousam
adam ko ghair ke lao bahar ke din hein
hamein sharab pilao bahar ke din hein, sabo ko daur mein lao

saboo ko daur mein lao bahar ke din hein
saboo ko daur mein lao bahar ke din hein
hamein sharab pilao bahar ke din hein, sabo ko daur mein lao

Other song lyrics from the album:

1. Mujhe Tum Yaad Aate Ho: Link
2. Kab Tak Too Oonchi Awaz Main: Link
3. Ham Ne Dekha Tha Ek Khawab: Link
4. Aa Bhi Rut Badlne Lagi: Link
5. Saboo Ko Daur Mein Lao: Link
6. Ab Ke Dekh Ke Jee Gabrata Hae: Link
7. Mere Dukhan Noon O Yara: Link
8. Sham Savere Nain Bichha Kar: Link

back to nfak page: Click Here

pardon the errors
Feel free to E-Mail Me for anything
roOq Karachiite :)