Artist: Nusrat Fateh Ali Khan
Album: En Concert A Paris Vol. 1
Title: Naat (Ay Server e Dunya o Deen)
Genre: Qawwali
Lyrics: ???
Length: 16:13
Comments: Qawwali in praise of Prophet (peace be upon him)

Ey Sarvar e Dunya o Deen
(O Master of the World...
The Holy Prophet as the chief of God's creation)

Aaa

Khuda ka noor tujh mein hu bahu hai
Khuda pinhaan magar Tu ru baru hai
Teri azmat ka andaza ho kis ko
K huda hai aur Khuda ke baad Tu hai

ey Server-e-dunya-o-deen teri nirali shan hai
ey Sarver-e-dunya-o-deen teri nirali shan hai
ey Sarvar-e-dunya-o-deen teri nirali shan hai
ey Servar-e-dunya-o-deen teri nirali shan hai

dar hai tera rashk-e-haram chehra tera Qur'an hai
dar hai tera rashk-e-haram chehra tera Qur'an hai
dar hai tera rashk-e-haram chehra tera Qur'an hai
dar hai tera rashk-e-haram chehra tera Qur'an hai

mere aaqa chehra tera Qur'an hai
mere aaqa chehra tera Qur'an hai
mere aaqa chehra tera Qur'an hai
mere aaqa chehra tera Qur'an hai

tujhe sochna mohabbat tujhe dekhna ibadat
yeh he meri bandagi hai mein karoon teri tilawat

mere aaqa chehra tera Qur'an hai

kali kamli wale aaqa chehra tera Quran
kali kamli wale aaqa chehra tera Quran
kali kamli wale aaqa chehra tera Quran
kali kamli wale aaqa chehra tera Quran

itni khuli hai hum pe haqiqat tere rukh ki
Allah bhi karta hai tilawat tere rukh ki

mere kali kamli wale aaqa chehra tera

qounain mein tu bad e khuda arfa o alla
qounain ke her goshay mein hai tujh se ujala
Quran ko hum parhte hein azrahe aqidat
Quran tujhe parhta hai ey Syed e Wala

mere kali kamli wale aaqa chehra tera quran

kali kamli wale aaqa chehra tera
dar hai tera rashk e haram chehra tera quran hai

khatm-e-rusool mukhtar-e-gul
khatm-e-rusool mukhtar-e-gul
khatm-e-rusool mukhtar-e-gul
khatm-e-rusool mukhtar-e-gul

khatm-e-rusool mukhtar-e-gul nabiyon ka tu sultan hai
surat teri husn e azal tujh pe jahaan qurban hai

mangto ka aaqa rakh bharam
mangto ka aaqa rakh bharam
mangto ka aaqa rakh bharam
mangto ka aaqa rakh bharam

...raga

mangto ka aaqa rakh bharam karde karam Shah e Umam
dukhiyon ki mushkil taalna tere liyeh aasan hai

mairaj ka dulha hai tu khaliq ke dar pohcha hai tu
tu hai habib-e-kibriya tu arsh ka mehmaan hai

dar se tere vaabastagi dono jahan ki behtari
nisbat teri ya mustafa eiman ki pehchan hai

ey Server-e-dunya-o-deen Teri nirali shan hai...


mukhtar = representative
pinhaan = hidden, secret
Ru-ba-ruu = In Front Of
Niraali = Unequalled
Shan/Shaan = Dignity, Elegance, Eminence, Glory, Grandeur
Bandagi = Devotion, Service
Bharam = Consideration, Regard
Vaabastahgi = Adherence

more at Urdu Dictionary

back to nfak page: Click Here

pardon the errors
Feel free to E-Mail Me for anything
roOq Karachiite :)