LESSON
1
·
Chaay,
chaay, garam chaay!
- Anjii!
Chaay kitna paise hay?
- Chaay
ek rupeya hay.
- Achchhaa?
Do chaay dena, yeh kyaa hay?
- Yeh
samosa hay, yeh do rupeya hay.
- Achchhaa,
thiik hay. Do samosa our ek packet wills dena.
- Haa
jii, our kuchh chaahiya?
- Nahii,
nahii, bas.
LESSON 2
- Hindi
aatii hay?
- Jii,
thora thora.
- Aap
kahaa se hay?
- Ham
Kuwait se hay.
- Achchhaa?
India kaise lagta hay?
- Achchhaa
lagta hay.
- Aapkaa
name kyaa hay?
- Mera
name mariam hay.
LESSON 3
- Namaste
jii!
- Namaste
jii.
- Kyaa
haal hay bhaai?
- Bas,
thiik hay, our aap?
- Ham
bhii thiik hay.
- Our
aapkii biibiijii kaisii hay?
- Biibiijii
bhii thiik hay.
- Achchhaa
baat hay.
- Lekin
hamaaraa bachchaa thiik nahii.
- Kyaa
baat hay
- Pet
thiik nahii
- Arey!
Aafsos kii baat.
LESSON 4
- Oh
bhaaii! Ek packet square dena.
- Kaunsa
four square chaahiya?
- King
size waala kitna kaa hay?
- King
size waala das rupeya, our yeh chhe rupeya hay .
- Achchhaa?
Ek packet chhe rupeya waala dena.
- Jii,
our kuchh chaahiya?
- Do-tin
kela dena, Achchhaa waala hay na!.. our chini kitna paise hay ?
- Chini
chhe rupeya kaa kilo.
- Tiin
rupeya kaa chini dena.
LESSON
5
- Kyaa
yeh Delhi kii gaarii hay?
- Pata
nahii bhaai.
- Yeh
Delhi kii gaarii nahii hay.
- Voh
laal waalii, Delhi kii gaarii hai.
- Achchhii
baat hay.
- Kyaa
yeh seat khaalii hay?
- Jii
haa, hay. Aap (log) kidher jaana?
- Ham
(log) Delhi jaana our aap?
- Ham
bhii Delhi jaana.
- Anjii!
Delhi kii ek ticket dena jii.
- Yeh
tiis rupeya hay.
- Our
gaarii kab jaaegii?
- Sahre
tiin baje jaaegii.
- Our
kab Delhi pahuu chegii?
- Our
raat ko das baje pahuu chegii.
LESSON 6
- Shaadii
kiya ?
- Jii
nahii, shaadii nahii kiya .
- Aap
ke koi bhaai-behn hay?
- Haa
jii , hay.
- Kitne
bhaai hay .
- Mera
ek bure bhaai , aur ek chhota .
- Aur
kitnii behn hay .
- Merii
koi behn nahii .
- Maata
pita jii thiik hay ?
- Jii
haa , maata pitaa jii thiik hay .
- Aapkaa
rozghaar kyaa hay ?
- Jii
, ham nahii samajhte .
- Matlab
, aap kyaa kam karte hay ?
- Ham
office me kaam karte hay , ham secretary hay .
- Aur
kitne paise milte hay ?
- Aath
hazaar rupeya milte hay .
- Aap
kitne saal ke hay .
- Ham
tiis saal ke hay .
LESSON 7
- India
kab aaye?
- Ek
hafta hua aaye.
- Aur
India kaise aaye?
- Ham
hawaaii-jahaaz se aaye.
- Aur
kitne ghunte lagta hay ?
- Das
ghunte lagta hay .
- Aur
kiraaya kitne paise hay ?
- Kiraaya
lugbhug das hazaar rupeya hay .
- Baap
re baap !! kyo India aaye ?
- Ghuumna
– dekhna ke liye .
- India
me kyaa dekha ? kahaa gaye ?
- Ham
Agra gaye , aur Taj Mahal dekha.
- Aur
delhi me kahaa rehaa rehte hay ?
- Ham
Gandhi guesthouse me rehte hay .
- Delhi
me kab se rehte hay ?
- DO
din se (ham delhi me rehte hay).
- Aur
kab tak rehenge?
- Ham
ek hafta tak rehenge .
- Aur
India me kyaa karenge ? kahaa jaaenge ?
- Ham
Varanaasi jaaenge .
|