Situation: You wanna tell your
friends who your favorite heroine is. " Chad gaya mujh
par uska jaadu
Jab dekha maine use sadak
ke baaju
Dil hotha hai kyoo mera
bekaabu
Dil hotha hai kyoo mera
bekaabu
Jab dekhoo main tujhe
taabu "....
wa ...wa... wa... wa... wa... kya baath hai...
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: You wanna tell your friends that
love cannot be achieved by force.....
" Shareefo mein koyi chor nahi
hotha
kavvo mein koyi mor nahi hotha
naya patang ko koyi dor nahi hotha
naya patang ko koyi dor nahi hotha
are yaaro... ishq par koyi zor nahi hotha"
wa.. wa.. wa... wa.. kya baath hai..... ------------------------------------------------------------------------------------
Situation: You are waiting desperately
for your lover and she suddenly turns up....
" Kaate nahi kat the hai lamhe
intezar ke
Kaate nahi kat the hai lamhe intezar ke
Nazre jama ke baithe hai rasthe pe yaar ke
dil ne kaha dekhe jo jalw-e-husn yaar ke
dil ne kaha dekhe jo jalw-e-husn yaar ke
laaya hai koun inhe palak se uthaar ke "
wa..wa.. wa.. wa. .wa..
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : You have not written a
letter to your mehbooba and then she is pizzed off withyou for the same, so you have to
patao her...
" Khath tho unhe likha
jaatha hai jo kisi manzil par ho
Khath tho unhe likha jaatha hai jo kisi manzil par
ho
hum aapko khath kaise likhe aab jo humare dil me
ho "
wa..wa.. wa.. wa... wa...
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: You have to praise a potti
like anything .......
" Eed ke din aap khadi na hone
chhat par
Eed ke din aap khadi na hona chhat par
kahi log roza na chod de aapku chand samaj kar "
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: This sher is for a guy who is
proud to be a shameless person......
" Besharmi tho use kahte hai jo sharam
se sharma jaaye
Besharmi tho use kahte hai jo sharam se sharma jaaye
Hum ithne besharam hai, hum ithne besharam hai ki besharmi
humse sharma jaaye"....
wa...wa...wa...w.a...wa..wa...
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: You are anchoring a show and
there is a situation wherein nobody is clapping at the end of each item then you say
......
" Wo gulab hi kya hai jisme laali
naho
Wo gulshan hi kya hai jisme maali naho
Wo gulab hi kya hai jisme laali naho
Wo gulshan hi kya hai jisme maali naho
Wo SASURAL hi kya kai jisme SAALI naho
Are yaaro wo program hi kya hai jisme Taali naho "...
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: You are desperate to go to
your mehbooba's place and you write a sher like ....
" Khuda kare haseeno ke baap mar
jaaye
Aur isee bahaane hum unke ghar jaaye
Aisa math kar ye maha paap hoga
Aisa math kar ye maha paap hoga
tu bhi kisi din haseena ka baap hoga "
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: You have to praise the girl
in front of you to patao her....
" Pathhi pathhi (leaf) gulab ho jaathi
Har kali mehr-e-khaab ho jaathi
tumne daali naa mehe-fisha nazre
varna shabnam sharaab ho jaathi"
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : A girl is too proud of her beauty
so you have to teach her a lesson
" Patthi Patthi gulab kya hogi
Har kali mehr-khaab kya hogi
Jisne dekhi ho laakho haseen
uski neeyath kya kharab hogi "
wa..wa...wa..wa...wa...wa..
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: You are from the most
wonderful place on the earth, any guesses, yupp it is Ahmedabad and you feel
nostalgic then you write....
" Dil huva hai mera aabaad
jab aayi mujhe uski yaad
Dil huva hai mera aabaad
jab aayi mujhe uski yaad
E-Khuda sunle meri muraad
pohuncha de mujhe Ahmedabad ..."
wa...wa...wa...wa... kya baath hai..
hiladiye.....
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : You are in love with a
girl's beautiful eyes and you describe them like....
" Jogi ko pyar hai apni raakh se
kabaadi ko pyar hai apni khaak se
Jogi ko pyar hai apni raakh se
kabaadi ko pyar hai apni khaak se
Jasoos ko pyar hai apni jhaakh se
aur hame pyar hai aapki khoobsoorat aankh se "
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : You are alone sitting beside
a window on a snowy day and you remember your mehbooba like this.....
" Baahar phoolo par shabnam ki
nami hai
Aur in sadko par baraf bhi jami hai
mausam bhi manzar bhi mein bhi
kahte hai bas teri kami hai "................
wa...wa...wa...wa...wa...wa...
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : This is for deewanes
" Banane mein mazaa hai wo
karkhaane jaanthe hai
pilane mein jo mazaa hai wo meh khaane jaanthe hai
jalne mein jo mazaa hai wo parwaane jaanthe hai
are yaaro pyar mein jo mazaa hai wo deewaane jaanthe
hai"...
wa..wa..wa..wa...wa...
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : This is for sharaabees....
" Math pee ghalib sharab masjid
mein baith kar
Math pee ghalib sharab masjid mein baith kar
Ek hi bothal hai kahi khuda na maang le "....
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : You wanna propose a girl
sitting beside you but you are afraid to do so directly so you say it in the form of a
sher like this ...
" Bothal mein kathayee hai chataaya
nahi jaatha
Bothal mein kathayee hai chataaya nahi jaatha
Baaju mein potti hai pataaya nahi jaatha "...
wa ..wa..wa..wa...wa..w.a..
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : I have a good friend called
Nalini Krishna, we call him Nakhre because he is famous for that and I had to write a sher
for him on him.....
" Wo mehfil hi kya hai jisme chaand se
mukde na ho
Wo khaana hi kya hai jisme chips ke tukde na ho
Wo tabela hi kya hai jisme das bakre na ho
are yaaro wo dost hi kya hai jo nakhre na ho "....
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: You are in your
prefinal year of graduation and you are giving a farewell party to your seniors, you
become sentimental then.. don't you ...I definetely did... and said.....
" Dil me aap ki yaaden karli hein
makaam
umr bhar aapki yaad rahegi paigham
Dil me aap ki yaaden karli hein makaam
umr bhar aapki yaad rahegi paigham
Aap ki is dosti ne kardiya hame ghulam
Are ..jaathe jaathe usthaadon lelo hamari salaam"
wa..wa..wa..hiladiye....hiladiye................bahut
achhe.....
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: You know what ...long long
ago there were two love birds....the guy asked the girl to meet her in their favorite
meeting place ... the guy reaches their first and waits for his girl ... she
suddenly turns up...walks to him... and says hai in that typical "Desi"
style.........the guy thinks something like this
" Intezaar ke phalo kaa mazaa hi kuch
aur hai
Wo haseen khabo kaa mazaa hi kuch aur hai
Intezaar ke phalo kaa mazaa hi kuch aur hai
Wo hassen khabo kaa mazaa hi kuch aur hai
Wo meethi vaadon kaa mazaa hi kuch aur hai
Are yaaro....mashooka se milne kaa mazaa hi kuch aur
hai...."
Wasn't that good guys... I think so .. dont you
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : You are wondering where and
who is your dream girl.......
" Wo koun hai jinki intezaar mein raaho
par tikthi hai nazar
Wo koun hai jisne mujhse mujhko kiyaa hai be-khabar
Wo koun hai jo ban baithegi meri chaahat-e-jigar
Wo koun hai jo banegi meri umr bhar ki reh-guzar
Wo koun hai...Wo koun hai ...."
wa...wa..wa...wa..wa..
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : This sher is for guys who
think that commenting girls is just fine.....A guy daily comments a girl who is his
neighbour... the girl comes and asks the guy why does he do so daily...then the guy
says....
" Is gali mein aap nikli tho aapki
izzat karega koun
Is gali mein aap nikli tho aapki izzat karega koun
Are zalim hum bhi chale gaye tho apki comment karega
koun"
bahut ache ..... wa..wa...wa.. ------------------------------------------------------------------------------------
Situation : You know what
there were two love birds... they both go to a restaurant and
they order some juice or something like that.... the guy has a little of that
juice and he feels that kick .... then he says...
"Ye koun saa jaam
tumne humko piladiya
Ye koun saa
jaam tumne humko piladiya
Is sar phire
kaa saara system hiladiya"
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: A guy loves a girl ... but
did not propose to her thinking that she will not accept his love because he is not yet
settled... he goes out some where are comes to meet her after he gets a good job
this takes him around 2 years ... he cannot find here in her house... He contacts
his friend who knew about this whole story... he realises the guy's state and
says something like this...
" Gul gayi gulshan gayi , gayi
hoto ki lali
Gul gayi gulshan gayi gayi hoto ki laali
Ab tho peecha chhod de, ab tho peecha chod de
Wo ho gayi do bachhon waali....."
wa...wa..wa..wa..wa..wa..wa...wa..
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : This is about a guy...
who thinks that no girl is okay for him...
" Bhooka rahne par bhi ghaas na
khaana sher ka insaaf hain...
In pottiyo ko line maarna meri shaan ke khilaaf hain...."
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : This is for a dumb
lover.. who thinks about his girl all the time... cannot propose to her.... and
whenever she comes in front of him.. thinks like this...
" Badi muddat se mere dil me ye
tasveer baitee hai
Badi muddat se mere dil me ye tasveer baitee hai
Uski zulfo ke saayo mein meri taqdeer baitee hai
..."
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : This is about my sister, an
expert cook......
" Hari Prasad chowrasia ji
ka basoori mein koyi jawaab nahi
Zakir Hussain ji ka tabla mein koyi jawaab nahi
Hari Prasad chowrasia ji ka basoori mein koyi jawaab nahi
Zakir Hussain ji ka tabla mein koyi jawaab nahi
Pallav bhai ka shayari kaa koyi jawaab nahi
Are yaaro, hamari bahen ka cooking kaa koyi jawaab nahi
....."
wa...wa..wa..wa..wa.wa.wa......
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : This is for a majnu......
" Teri yaad bhulaaneko hum cigareette
peethe hai
Teri yaad bhulaneko hum cigarette peethe hai
Par kambhakat ye duwa bhi teri hi tasveer banathi hai..."
wa...wa..wa..wa..wa.wa..wa.a..wa..wa.
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : Well, this is again about a
majnu ...but slightly different... This is about a guy who loves a girl very much... he
wants to propose her many times... but is not bold enough to do that
... one fine day he decides that he is going to propose her ... then
suddenly he gets a call from his girl ...that she is going to get married to someone
else... then he says something like this for getting a 'kela'....
" Us falak ke teer ka kya
nishaana tha
Jahan thee meri manzil wahin mera aashiyana tha
Bas pahuch hi rahi thi kashti saahil pe
Is toofan ko bhi abhi ana tha..."
wa...wa..wa.wa.wa..wa.wa.wa..
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: You know what, there
was a guy who had a girl friend named X, our hero is fida over a girl
named Y. What happens actually is Y parentsare transferred somewhere and
she leaves the place where our hero lives , X and Y are very close friends,
So, after Y goes away X is has slight acquanitance with our hero comes and tells him that
" Y was slightly impressed with our hero and that she always use to ask her about his
habits, his behavior etc.. etc" Our hero is slightly impressed and
happy, but he is pizzed off with X and says something like this....
" Un ki gali ke
chaurahe kaa mein chowkidar ban jaata
Un phool bhare aangano kaameiin maali
ban jaata
Un ki gali
ke chaurahe kaa mein chowkidaar ban jaata
Un phool bhare aangano kaa mein maali
ban jaata
Un natkhat
aankhon kaa mein kaajal ban jaata
Are pagli, thoo pehle bolthi tho mein uska
pathi ban jaata "
wa...wa..wa.w.a.wa...wa.... hiladiye... kya bat hai..
wah..wah
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : There are two love birds, as
usual.. The guy has to go to PARDES
because he has some ambition, responsibilities and all that cinema crap.
The mashooqa also wants him to go and come up in life. The mehboob goes and after somedays
calls her.. the mashooqa lifts the telephone and then after the usual conversation asks
the guy .. do you remember me at all.. then the guy says something like this..
" Dil mein yaadon ki tarha
Aakhon mein aasu ki tarha
Dil mein yaadon ki tarha
Aakhon mein aasu ki tarha
Jaanu, tum mere paas ho
Jaanu, tum mere paas ho
Phoolon mein khusbhu ki
tarha"
wa..wa.wa..wa...hiladiye ....
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : A girl comes and asks her mashooq..
kyoon ji .. mein aapko kaise lagthi hoon.. Then , the guy says something like this..
" Badi puraani hamari mulk ki ye
kahaawath hain
Badi puraani hamari mulk ki ye kahaawath hain
Aapki jaisi potti Khayamath
hain"
wa..wa..wa....
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : There are two room-mates and it so
happens that one among them
is after a potti... The other guy, says kya hai yaar thu kyoon pottiyon ke
peeche time waste kartha hai.. Then the other guy says something like this
" Wo pakwaan hi kya hai jo
dak-kar na ho
Wo mithai hi kya hai jisme shakkar na
ho
Wo pakwaan hi
kya hai jo dak-kar na ho
Wo mithai hi kya hai jisme shakkar na
ho
Wo gaadi hi kya hai
jisko koyi takkar na ho
Wo gaadi hi kya hai jisko koyi takkar na ho
A're miyaa.. wo
zindagi hi kya hai jisme koyi chakkar na ho"
wawa..wa...
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: There is a aashique as usual who is
paagal after a "rayeez
zaadi" as they call it in hyderabad, but you know what our majnu is a
poor
guy , all his friends try to pacify him saying that his love cannot
turn
into marriage owing to the differences in their economic status... the
aashique does not accept this initially .. but after some time he drops
his idea of loving that girl due to his personal problems ...He goes to a
"Meh-kaana" and after having a drop or two says something like
this....
To arz hai.. ( A're janaab irshaad to
kahiye...")
" Mohabbat ko chod di humne
In hoton ko seeli(stich) humne
Mohabbat ko chod di humne
In hoton ko seeli(stich) humne
Ab tho khush ho jaa zamaana
Ab tho khush ho haa zamaana
Is zehar ko bhi
peeli humne"....
wa..wa..wa..wa..hiladiye...you are too good
buddy......
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : I got some response from some people, who
liked my shers..This sher is one among them..
" aapki shayari ka jawaab nahi hai
aapke karamon ka hisaab nahi hai
soch rahen hain aapko kya de hum
apke liye ho, wo khitab nahi hai"
wa..wa..
------------------------------------------------------------------------------------
Situation : You know what, there were
two love birds ( abba, isko koyi
doosra topic hi nahi milta). The guy ( a typical desi ( ooo, they
are so great )) asks his mehbooba to get some work done for him and goes
to some other city for some work of his. After a week or so, he lands
in
Imliband Bus Station where new buses were added to the depot, he goes
straight to their meeting point ( Indira Park) and asks her if she did the
work. The girl who forgets that thing actually says she was busy and
laughs helplessly... khatham.. the guy gets mad and does not talk to her
mashooqa for a while. The maashooqa calls her aashiq and asks why is he
not talking to her.. Then the guy says something like this ...
To arz hai..
( A're yaaro... irshaad to kaho )
" RTC ko Chandrababu naye bussa(plural for
buses in hyderabad) diladiyaa
worldbank ne apne ko apna hissa diladiyaa
RTC ko chandrababu naye bussa diladiyaa
worldbank ne apne ko apna hissa diladiyaa
kal sridhar aake mujhe apna kissa
sunaadiyaa
jaanu, aapki wo harkat mujhe gussa diladiyaa "
wa..wa..wa.. hiladiye.. wa..wa...wa..
------------------------------------------------------------------------------------
Situation: Two love birds plan to meet in a
park , they meet in the park. The mehbooba wears a light blue copper sulphate saree which
is the favorite color of the aashiq. When the aashiq arrives there,
the mehbooba tries to hide her face behind the blue color pallu.. then the aashiq says
something like this.
To arz hai..
" Mein aasmaan mein ud raha hoon
yaa phir chaand ko dekh raha hoon
Mein aasmaan mein ud raha hoon
yaa phir chaand ko dekh raha hoon
A're nahin yaaro.. mein apne
mehbooba kein neele aanchal thale
A're nahin yaaro.. mein apne mehbooba kein neele aanchal
thale
Uske soorat ko dekh rahaan hoon
"
Wa..wa.. ustad wa..wa
|