..
Sandese aate hain Humein tadpaate hain Ki chithi aati hain Ke puche jaati hain Ke ghar kab aaonge Ke ghar kab aaonge Likho kab aaonge Ke tum bin yeh ghar sunna sunna hain Sandese aate hain Humein tadpaate hain Ki chithi aati hain Wo puche jaati hain Ke ghar kab aaonge Ke ghar kab aaonge Likho kab aaonge Ki tum bin yeh ghar sunna sunna hain Kisi dilwali ne kisi matwali ne Humein khat likha hain Ke humse pucha hain Kisi ki saason ne Kisi ki dhadkan ne Kisi ki chudi ne Kisi ke kangan ne Kisi ke kajre ne Kisi ke gajre ne Mehekti subah ne Machalti shaamo ne Akeli raaton ne Adhuri baaton ne Tarasti baahon ne Aur pucha hain tarseen nigahon ne Ki ghar kab aaonge ki ghar kab aaonge Ki ghar kab aaonge ki ghar kab aaonge Likho kab aaonge Ki tum bin yeh dil sunna sunna hain Sandese aate hain Humein tadpaate hain Ki chithi aati hain Wo puche jaati hain Ke ghar kab aaonge Ke ghar kab aaonge Likho kab aaonge Ki tum bin yeh ghar sunna sunna hain Mohabbat waalo ne Hamare yaaron ne Humein yeh likha hain Ke humse pucha hain Hamare gaaon ne Aam ki chav ne Purane pipal ne Baraste baadal ne Khet khalihano ne Hare maidano ne Basanti belo ne Jhumti belo ne Lachakte jhulo ne Tehekte phoolon ne Chatakti kaliyon ne Aur pucha hain gao ki galiyon ne Ki ghar kab aaonge Ki ghar kab aaonge Likho kab aaonge Ki tum bin gao sunna sunna hain Sandese aate hain Humein tadpaate hain Ki chithi aati hain Wo puche jaati hain Ke ghar kab aaonge Ke ghar kab aaonge Likho kab aaonge Ki tum bin yeh ghar sunna sunna hain Ho o .............. Kabhi ek mamta ki pyaar ki ganga ki Jo chithi aati hain sath wo laati hain Mere din bachpan ke Khel wo aangan ke Wo saya aachal ka Wo tika kaajal ka Wo lori raaton mein Wo narmi haaton mein Wo chahat aankhon mein Wo chinta baaton mein Begadna upar se Mohabbat andar se Kare wo meri maa Yehi har khat mein punche meri maa Ki ghar kab aaonge Ki ghar kab aaonge Likho kab aaonge Ki tum bin aangan sunna sunna hain Sandese aate hain Humein tadpaate hain Ki chithi aati hain Wo puche jaati hain Ke ghar kab aaonge Ke ghar kab aaonge Likho kab aaonge Ki tum bin yeh ghar sunna sunna hain Ae gujarne wali hawa bata Mera itna kaam karengi kya Mere gao jaa Mere doston ko salaam de Mere gao mein hain jo wo gali Jaha rehti hain meri dilruba Usse mere pyaar ka jaam de Usse mere pyaar ka jaam de Wahi thodi dur hain ghar mera Mere ghar mein hain meri budi maa Mere maa ke pero ko chuke tu Usse uske bete ka naam de Ae gujarne wali hawa zara Mere doston , meri dilruba Meri maa ko mera payam de Unhe jaake mera payam de Mein wapas aaunga Mein wapas aaunga Phir apne gao mein Kisi ke chav mein Ki maa ke aanchal se Gao ke pipal se Kisi ke kaajal se Kiya jo vaada tha Wo nibhaunga Mein ek din aaunga................ click here to go back
Created on ... April 16, 2002