Mere pass aa kar haye mujh ko tadpaana aapka
door khade ho kar haye vo muskurana aapka
dekh lena jaa meri le lega ek din
vo palke utha kar haye fir se jhukana aapka


chand se pyari hai chandni,
chandni se pyari hai raat,
raat se pyari hai zindgi,
zindgi se pyari ho aap




Har Dil Mai Ek Umang Utha Karti Hai
Har Umang Ek Raaj Kaha Karti Hai
Mumkin Nahi Ki Har Koi TajMahal Bana De
Magar Har Dil Main Ek Mumtaz Raha Karti Hai


Dil ko tadpaate ho yeh dastoor kaisa hai
Bimaar-e-mohabbat ka kehna aisa hai
Kon kehta hai ki tum chaand jaise ho
Haqeeqat to yeh hai ki chaand tum jaisa hai


Palkein Hoon Khuli Ya Bandh Sanam
Teri Tasveer Dekhayi De
Mera Naam Jab Pukare Koi
Mujhe Tera Naam Sunayi De


Aaine main tasveer tumhari hi dekhe hum
Dhadkan bhi maane tumhe hi apna humdum
Dil ki yeh baat hoton par kaisey laaye hum
tum apne ho yeh tumhe kaise bataye hum


Muskuraate hain to bijliyaa gira dete hain
Baat karte hain to dewaana bana dete hain
Husn waalo ki nazar bhi kam nahi quamat se
Aag paani mein nazroo se Lgaa dete hain

Mera Jine Ke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai.
Dil Ke Kalam se Likhi Yeh Dastaan Hi Kafi Hai.
Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorat, E-Nazneen,
Qatl Karne Ke Liye Teri Eek Muskaan Hi Kafi Hai.


Humnne dekhii hain un ankoo kii mehaq tii khushboo
Haath se chhu kaar iise rishtoon ka ilzaam na doo
Sirfh ek ehasaas hain door se mehasus karoo
Pyaar ko pyaar hii rehene doo koyii naam na doo


More.....
Page-5