Ghaddari       
 
Khuda ne tuje banaya ye sochkar
rahegi tu meri zindagi bankar
tu meri zindagi bani na sayin
do boondh ansun ke bahayi
mera kafan dekh kar

Intezar karenge tera kafan me harpal ai sanam
nikle na mera janaza tere bin ek khadam

aakar bhi nadena janaze ko mere khanda ai haseen
kayin pakar sahara na banjaye meri zindagi

logon ne padliye janaze ki meri namaz
aagaya wo pal dafan ka meri khabar me ai nawaz

ho chuke mitti ke hum teri yaad me
yari to tum ne nibhayi sare aam me

na mili deedar tum ko nahue ghaddar hum
ghaddari to tum ne nibhayi khabar me aansun bahakar sanam