one



Hoi hain dosti main hum say be khuch khatatain
sochty hian bhula dain wo nadanian, wo ghaltiou ke kali ghatain
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~**~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Hoi hain dosti main hum say be khuch khatatain
sochty hian bhula dain wo nadanian, wo ghaltiou ke kali ghatain

Her pel hum nay koshish ki na ho hum say khata
chaha hemisha rakhna, doston ko dil-o-jaan main chupa

is khyal se hoti hia apni hi zindgi say nafrat humain
shaid nai samjhta koi dosti ke kabil hamain

Apni sansoon say piyaray dostoon ko rulaya,dukh dia
Ay khuda cheen lay yay zindigi, ger humnay yay sub kabhi dil say kia

Ay dil-e-nadan isi liay na bun saka koi dost hamara
Jis nay bhi ki koshish jeetnay ki, vo hi hai hara

Kahaain isay apni be-basi, ya khail kismat ka
Koi dost bhi na samajh paya, andaz hamari dosti ka

Ik choti si iltaja-e-zindigi hia apny dostou se hamian
Ahsan-e-umer hoga, ger ker do muaaf roze-e-kiamat hamain.
                                    ~*Atif*~