one



. TERI ANKHON KE SAMANDER MAIN JEE JANY KO JEE KARTA HIAHO
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~


teri ankhon ke samandar main marr jane ko jee karta hai,
ankhon ko band karlu to jeejane ko jee karta hai

paas aao nahi maire youn tum itna dilbar,
tumhe baaho main le kar marr jane ko jee karta hai

mohabbat ka yeh safar jo khatam nahi hota
tumhe har baar, baar baar paa lene ko jee karta hai

tum ankhain ho mairi, mairi roshni ho tum
phir bhi andero se lipat jaane ko jee karta hai

maira waqt mairi majboori maire sath hai harpal,
khab main phir bhi tumhje laane ko jee karta hai
                                  ~*Ashi*~