one



Moat
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Mot ik aisi ag hai jis main sab ko jalna hia
lakh chahy inkar karo is ne sath hi chalna hia

zindge ager hakeekat hai too mot oska saya hia
oon safaid kaprou main sahid koi leny aya hia

na to koi vakeel hoga na koi bacahny wala
iss rasmi dunia main nahi ahia koi kam any wala

khcuh ajnabiu ke sath aik anokhi se mehfil ho ge
na chahty hoye be is main tumhari hi bat hoge

kitna khud ko chupao ge na kisise khcuh keh pao ge
khcuh aisi tumhari halt hoge

in sary kthan imtahano ko tum ne hi par karna hia
mout ki aisi ag hai jismain sab ko jalna hia
                                                  ~*Rameen*~