one
A jaye mout Mujhko
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~**~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
A jaay mot mujh ko
Hain ye tamana meri
Nahi hain jeena is zindigi ko
Pana mot ko hain tamana meri
Sochta hoon kabhi maqasad-e-zindigi ko
Na koii khohaish, na hain koi tamana meri
Dekhta hoon jub ma, bap, behen, bhai, or dostoon ko
Nikalti hian dil say dua k mil jay inko zindigi meri
Nahi hain gana is pyar k geet ko
Hain nahi tujh may vo sur piyariii
Kasay sikhaoon ye raag tum ko
Ab ho chuki hain ye taal purani
Oh sanam lay jaoo vapis is peyar ko
Maloom hain nahi qabil is k zindigi meri
Kasay samjhaoon, nahi rahi koi khoahish is dil ko
Chahtii hain dekhna janat ko ankain meri
Bohot khoahish hain palanay ki mot ko
Dua hain mil jay tujhay ye zindigi meri
Kia hoa jo pa na sakay is pyar ko
Ho gi mulakat janat main tumhari or meri
~*Atif*~