one



MERI ZINDIGI TO IK SWAL HAIN
NAJANAY KIA IS KA JAVAB HAIN
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~**~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Meri Zindigi to ik sawal hain
Najanay kia is ka javab hain

is main mohabat, pyar, khushi or gum hain
pyary rishty, behen, bhai or ma-bap bhi hain
dukhou main rona, dhona, terapna bhi hain
sab kkhcuh seh kar moat(death) ka maza chakna be hia

Meri zindigi to ik sawal hain
Najanay kia is ka javab hain

mummy ke khuch dant oor dhair sara pyar be hia
dady ka vo roab, bara-pen, or ehsan bhi hai
oon ke har khab ko poora kar ke dekhana be hia
maloom hai hmain k oon ko hum se door jana bhi hain

Meri zindigi to ik sawal hain
Najanay kia is ka javab hain

dostoon ki mohabat or pyar bhi paya hai
haan iss dosti k nam per dhoka bhi khaya hai
dil too kaia jan be dostou per lutai hia
afsos phir bhi doston nay is ki hasi orai hain

Meri zindigi to ik sawal hain
Najanay kia is ka javab hain

jab be bachpan ke dostou ko hum yad karty hian
ankhaou se na jany kiu ansu jhalk party hian
thee judai naseeb main too kiu milaya hia
oor too khcuh nahi bas onki yad main jalaya hai

Meri zindigi to ik sawal hain
Najanay kia is ka javab hain

kia jo pyar kisi say, oos ko nibhana bhi hai
haan iss pyar main shaid dhoka kahana be hai
jo kisi say ki nafrat, to bhi dil na dukhaya hai
pher logooon nay hum ko hi kiu nirdosh theraya hain

Meri zindigi to ik sawal hain
Najanay kia is ka javab hain

kehtya hain loog k zindigi ik behta samander hain
jo be ik bar dub gia wo na bahir na ander hia
hum to kehtay hain k yay ik imtihan hia
jis ko pas karny main har aik pershan hai

Meri zindigi to ik sawal hain
Najanay kia is ka javab hain

zindgi ke sari asahsou ko mujhy pana be hia
ary tum khan kho giye is dunia main atif
socho kisi din tum ko yahan se jana be hia
khian se in sab sawalou ka jwab lana be hia

Meri zindigi to ik sawal hain
Najanay kia is ka javab hain
                                    ~*Atif*~