ALLAH  HOO
yeh zamee jab na thi
asmaa jab na tha
chand sooraj na thay
yeh jaha jab na tha
razay haq bhi kisi pay aia jab na tha
jab na tha kuch yaha
tha magar tu hi tu
allah hu....allah hu....
aay mairaj say aarsh par mustafa
na to mabood aur banday mein parda raha
tab maliak nay hazrat say jhook kar kaha
sari maqhlooq mein haqnuma tu hi tu
allah hu.....allah hu...........................