Ghaflat

Khusk patay bikhray hain zameen pay
Kay kabhi chomay inhain sawan  kay sayai
Andhari chadar orhray hai haar subha
Andhairi chadar orhray hai haar subha
Kay kabhi phir isay rooshni nazar ayee
Faza liyee phiray ghaflat ka ghubar
Kay hawa phir kabhi sang khusbo laye
Banjar zameen Gonjay hai haar taraf
Kay kabhi phir sehra phir jangal baan jayee
Khamoosh hai zameen apni safai main
Khamoosh hai zameen apni safai main
Kay kabhi phir amni mati say pyas loot ayee
Faza liyee phiray ghafal ka ghubar
Kay hawa phir kabhi sang khusbo layee
Daam ghutay hai haar pal
Haar kadam who kay kabhi phir yahan Zindagi aa jayee
Sard cheray dekhai hain dhundlay aaj
Kay kash phir kal saaf nazar ayee Faza liyee phiray ghafal ka ghubar
Kay hawa phir kabhi sang khusbo layee