HUSAN WALO
Neeli neeli ankho ko mujh say chupa lo
Neeli neeli ankho ko mujh say chupa lo
hamen zinda rahnay do aey husan walo
hamen zinda rahnay do aey husan walo
Kar saki na asar kabhi koi shrab
aaj tak na hua mera iman kharab
Kar saki na asar kabhi koi shrab
aaj tak na hua mera iman kharab
miltay hi tum say nazar rahta nahin koi hosh
bolo na tum ko agar to do kisay mein dosh
Neeli neeli ankho ko mujh say chupa lo
Neeli neeli ankho ko mujh say chupa lo
hamen zinda rahnay do aey husan walo
hamen zinda rahnay do aey husan walo
kaun ho yeh nahin inhein koi khabar
wasta hi nahin koi tumsay magar
kaun ho yeh nahin inhein koi khabar
wasta hi nahin koi tumsay magar
janay kiyoun tum bin mujhay suni lagay har ek sham
aisi hai uljhan mujhay jis ka nahin koi naam..........
Kar saki na asar kabhi koi shrab
aaj tak na hua mera iman kharab
na janay tum bin mujhay aata nahin kiyoun chain
janay kiyoun tum bin lagay kajal bharay yeh nain...
Neeli neeli ankho ko mujh say chupa lo
hamen zinda rahnay do aey husan walo
hamen zinda rahnay do aey husan waloooooooo