JEEIN
chalo ab rahay yo sath
jaisay din aur raat
dukhay huay dilo ko hum
koi nai khushi day dee
lagay yo kisi ki jaa
jaisay ho apnay hi jaa
jin ko mushkil ho jinay mein
unhein yeh zindagi day dee
dukhay huay dilo ko hum
koi nai khushi day dee
jeeain aao hum aisay jeein
bay sahroo kay liy
koi sahra bane
zuba aao banein hum zuba
bay zubano kay liy
jin ka nahin hai koi
neesha aao banay hum neesha
bay neesahano kay liy