KHOEEY ANKHEIN
khoeey khoeey ankhein kaisa hai yeh qhomar
bardta hi jata hai lamho ka intaishar
kab tak rona hai
ab kis ko pana
kis ko khona hai
khoeey khoeey ankhein kaisa hai yeh qhomar
bardta hi jata hai lamho ka intaishar
mein yeh soocho aisa muqa aay ga na phir bar bar
dil yeh mera aisa nasha pay ga na phir bar bar
rasmay ghooti hein
waday ghootay qasmay ghooti hien
khoeey khoeey ankhein kaisa hai yeh qhomar
bardta hi jata hai lamho ka intaishar
pyar ka hai is duniya kay jhootay natoo kay aar par
mein nay kitnay dhookay khay aur ho dekha hai baiqrar
rahoo mein ho phir bhi kharda
janay kis ka hai intezar