MERAY PASS AJA
tu meray pass aaja
mujhay na tardpa
mujhay chor gaya
tu jo mera tha
rastay mein jab chorday koi hath
kaisay phir hoga us ka sath
teray aur meray beech
ab kitnay saye hein
jo meray apnay thay tujh bin paraiy hein
jo akay tahra hai meri in aankho mein
woh kal tak ansoo tha ab sagar jaisa hai
meray pass aaja
mujhay na tardpa
mujhay chor gaya
tu jo mera tha
baachpan say jab to nay diya pyar
yahi hai mera sansar
yahi tamana hai kay har aik cehray mein
tera hi cehra ho teri hi aankhen ho
kabhi kabhi teri yaad aati hai
jaati nahin meri jaan jaati hai
meray pass aaja
mujhay na tardpa
tu jo chordh gaya
tu jo mera tha
mujhay na pardpa.....