Mujhay Insaaf Do!
Meri awaz suno ,Mujhay azad karo
Meri awaz suno , insaaf do        
Meri awaz suno ,Mujhay azad karo
Meri awaz suno , insaaf do
Azad karo ,insaaf do
Karoo kiyoun ghulami teri ,ghulami teri kiyoun zalima
Mangoo na khudai teri , kiyoun mangoo mein to haq zalima
Meri awaz suno ,Mujhay azad karo
Meri awaz suno , insaaf do   
Azad karo ,insaaf do
Teray sang zamana sara ,khuda hai meray sang zalima
Teray sang zamana sara ,khuda hai meray sang zalima
Meri awaz suno ,Mujhay azad karo
Meri awaz suno , insaaf do
Azad karo ,insaaf do
,insaaf do insaaf do....azad karo.......