Pehli Lagan
Bholta hi  nahin khusbo sa  who Badan
Dhondti hai jisay sansoo ki haar shikaan
Bholta hi  nahin khusbo sa  who Badan
Dekhatay hi jisaay ho gay tha Milan
Dekhanay may kiran choonay main agan
Yaad Hay mujhay maan ki who dukhan
Bholti nahi who pehli lagan
Yaad hay mujhay who khushbo sa badan
Beti hoi baton ko sochoon to jalta hai mera maan
Main kahan who kahan buss yadain reh gayeen
Keh saka jo na main who batain reh gayeen
Jagnay kay liyay buss ratain reh gayeen
Rastay hain wohi doorian barh gayeen
Chairti hain mujhay meri tanhaian
Yaad Hay mujhay maan ki who dukhan
Bholti nahi who pehli lagan
Yaad hay mujhay who khushbo sa badan
Beti hoi baton ko sochoon to jalta hai mera maan