Woh....
Meri poori baat to sunn lo
Main eik lafz aur nahi suno gi
Yeh gana tum nay kis kay liyay likha hai
Bolo Kon hai woh?
Woh kaun woh?
Ziyadah cool maat bano meray sath
Woh jis kay liyay tum nay yeh shairi likhi hai
Oo woh
Dekha jhoot pakra gaya na!
Batao kaun hai yeh woh?
Woh …woh tum ho!!!

Woh batain
Woh waday
Woh batain
Woh Waday
Woh Ratain
Woh Yadain
Woh Hansee
Woh Khushee
Woh Shamain
Woh Mulakatain
Woh Iqrar
Woh Aitraaz
Woh Aitraaf
Woh Aitraaz
Woh Intizar
Woh Iqrar
Woh Saroor
Woh Sakoon
Woh Kasam
Woh Lagan
Woh Chahatain
Qurbatain……
Woh Batain
Woh Batain….ooooo
Jab poocha mainay kaisay girti hai bijli
Tu ankhain utha kay uthakay giradi
Jab poocha mainay kaisay hoti hai baarish
To khenay lagi …..acha ziyada makhan na lagoo
Woh Qarar
Woh Izhar
Woh Aas
Woh Awaz
Woh Saroor
Woh Sakoon
Woh Kasam
Woh Lagan
Woh Nazar
Woh Safar
Sub Kuch Yaad Hai yaad hai mujhay
Sub Kuch Yaad Hai yaad hai mujhay
Sub Kuch Yaad Hai yaad hai mujhay